Kutay Or Tum Main Farak Kya Hai..
Bush Sardar Se:
Kya Tumhe Swimming Ati Hai?
Sardar: No
Bush:
Tumse Kuta Acha Hai
Sardar:Tumhe Ati Hai?
Bush: Yes
Sardar:
Kutay Or Tum Main Farak Kya Hai..
by Pak101.com (few years ago!) / 1103 views
Similar Jokes
Lafz lafz likhon teri tareef mai,
.
.
.
Lafz Lafz Lafz
Lafz Lafz Lafz
Lafz Lafz Lafz
Lafz Lafz Lafz
Kafi hain ya aur likhon?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan: Yaar abhi tumhare ammi ka Kaansi kesa hai?
.
Dost: Kaansi Band hogayi, Magar ab saans ruk ruk ke arahi hai
.
Pathan: Koi baat nahi, Khuda ne chaha tu wo bhi band ho jaye ga
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Girl friend aur police me kia cheez commen hai.
.
.
.
.
Socho
.
.
.
Nai pata
o donon hi paisa le kar chor dete hain
by Sabir shah (few years ago!)
Santa: "impossible" shabd mere dictionary mein
nahi hai
Banta: arey yaar, ab bataake kyaa faayda.
dictionary lete samay check karlenaa thaa na
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1799:
Tipu Sultan: Shair Ki 1 Din Ki Zindagi Geedar Ki 100 Sala Zindgi Se Behtr Hay
2013:
Pakistani Awam: Kuttay Ki 5 Sala Hakumat Sher K 100 Din Say Achi Thee. :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Bacha Ghar Se Maar Kha kr,
Gusse Me School Ja Raha Tha
Ek admi Ne Pucha
Beta Padhte Ho?
Bacha Nhi School Ki Dress Pehen K
Tere Baap K Barat Mai Ja Raha Hu.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
BOSS:15 din ki chuti q chahiye?
pathan:cousin ki shadi he.
boss:cousin ki shadi me15 din chuti q?
pathan:cousin ki shadi mujse ho rahi he . . . .
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Tofan anay pr machar 1 darkht sy lipat gya..
Tofan khatam hone k bad machar apna pasena saf kr k bola..
.
.
.
Aj me na hota to ye drakht to gya tha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mr Funny ik TV showroom me jata hai.
Funny: Kya aap ke pas color TV hai? Salesman: Yes.
Funny: Mere ko ik green vala dena.
by Pak101.com (few years ago!)
Boy Friend on phone:
Hi dear muje teri bahut yaad aa rahi hai
I seriously miss u!
GF: Abhi to baat ki humne
BF: Arey phirse tuje hi lag gaya, Sorry!!
by Pak101.com (few years ago!)