Tum Saari Dunya Mein Bhi
Wife :
Tum Saari Dunya Mein Bhi Dhoondo To Mujh Jaisi DoosriNahi Milay Gi…!!
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
Husband:
Tum Kya SamjhTi Ho… Mein Doosri Bhi Tum Jaisi Hi Dhoondoon Ga…!!
-
-
Had Ho Gai
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 920 views
Similar Jokes
Gareeb admi: Doctor sab mere paas paise nahi hain,
ap mera elaaj kar dein to kabhi apke kaam aunga
Dr: kya kaam karte ho?
gareeb admi: qabar khodta ho.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Mental Hospital Mein Saare Pagal Ro Rahe The.
Ek Pagal Chup-Chap So Raha Tha.
Doctor Ne Puchha: “Tum Kyun Shanti Se Soye Ho?”
Pagal: “Main Mar Chuka Hoon, Isliye To Sab Ro
Rahe Hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Hindi Bhai: Ye Gandhi Bapu har note me haste kyun rehte hai?
Funny Gujarati: Simple hai bhai, Royenge to note Geela Nahi ho jayega !
by Pak101.com (few years ago!)
Fizawon mai goonj rahi hai awazien RATTAY marny ki FARAZ
.
.
Lagta hai NALAYAQON ke Exam hone waly hain
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 Chor, Police Se Chupta Hua 1 Tuti Qabr Me Lait
Gya.
Qareeb Se Kuch Pathan Guzray
To Unho Ne Socha Ke Shayed Log Mayat Par Matti
Dalna Bhool Gaye. Fatta Fatt Matti Dalna Shuru
Kar Di
Chor Bola: “Bachao Bachao”
Pathan: “Oh Khocha Jaldi Jaldi Matti Daalo Is Par
To Azaab Shuru Ho Gaya Ha..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Doctor Says To Pathan:
Appka Aur Aapki Biwi Ka Blood Group Ek Hi Hai?
Pathan:
Hoga Zaror Hoga;
25 Saal Se Amara Koon Peeta Aay..!
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Yeh chaaku kyun ubaal rahe ho?
Santa: Suicide karne ke liye
Banta: Toh phir ubalne kyu, kya zaroorat hai?
Santa: Kahin infection na ho jaaye!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Fakir To Santa: Aapke padosi ne pet bhar k khana khilaya he, Aap b kuch khilao.
Santa: Yeh lo HAJMOLA..
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikari nay aik aadmi say kaha:khanay ko kuch mil sakta hai?
Is aadmi nay poocha:kal ka salan khalo gay?
Bhikari nay kaha: Ji han koi harj nahi.
Is aadmi nay kaha: acha to phir kal aajana, aaj to kuch nahi hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Principal 1 pathan student se: School ka time
8:30 he or tum 9:30 pe school aa rhe ho.
Pathan: O yaara! tum humara intezar mat kia karo.
School laga dia karo.
by Pak101.com (few years ago!)