Bachho Ko Pyaar Kara Karo
Ek Baar Pappu Bahut Jorr-Jorr Se Ro Raha Tha To Uski Maa Usse Puchte Hai.
Maa: “Alle Alle Mera Beta Kyu Ro Raha Hai?”
Pappu: “Dad Ne Mujhe Kissi Nahi Di”
Maa: “Tumne Unko Table Nahi Sunaya Hoga”
Pappu: “Baazu Wali Aunty Ko Kounse Tables Aate Hain?“
by Pak101.com (few years ago!) / 1022 views
Similar Jokes
Boy: mom, aaj mera dost ghar AA raha hai….
ghar ke sab khilone chhupa de.
Mom: tera dost chor hai kya?
Boy: nahin, who apne khilone pahechan lega.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher : Tell Me One Example
Of Active Voice And Passive Voice
Santa :
Active voice)
bacche jab sunsaan jagahon par
jaate hai to haadse hote hai….
Passive voice)
sunsaan jagahon par hue haadso
se hi bacche hote hai …!! :D :p
Jisko Samza Like Karo
Baki English K Classes Lagao :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Patient: Santa, ye phulo ki mala kis k liye?
Santa: Ye mera pehla operation hai, success hua to mere liye, nhi to tmhare liye
by Pak101.com (few years ago!)
One Santa plays Holi every Sunday. Man: why you play Holi on every Sunday? Santa: because Sunday is Holi-day.
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: oye, tu to doctor ke paas jaane waala tha, kya hua?
Santa: yaar kal jaaonga, aaj thodi tabiyat kharab hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Cow Per Bethey Ek Pathan Ko
Traffic-Police Ne Rok Kar Kaha
K Aapka Helmet Nahi Hai?
Chalan Hoga
Pathan:
Dhiyaan Se Dekh Neechey
Andhay
Four Wheel Hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Wo kon si stution hai jis me mard 15 min me thak jata hai aur aurat sochti hai karta rahe
nai pata
shoping o bhai teri soch ko salam
by Sabir shah (few years ago!)
Munna and Circuit take a ride on the BEST bus. They sit down on a 'Ladies Only' bench. A few women come over:
Lady: Please!! Yahan se uthiye!
Circuit: kaiko?
Lady: Kyonki hum mahilayein hain!!
Circuit: To kya hua? Hum dahi layein hain!!
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan is fasting after a long tym and he is hungry
Pathan call on radio 89.1
Host: What u want to play mr khan?
Pathan-magreb azan plz:p
by Pak101.com (few years ago!)
Girl: Ur Name..??
.
Boy: Black Lion..
.
Girl: Are you joking..??
.
Boy: No, it means Kalu Singh..
and Yours..??
.
Girl: soft Underwear..
.
Boy: Are you joking..??
.
Girl: No
it means Komal Chadda..
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)