Ek bacha pehli dafa school gaya,
Ek bacha pehli dafa school gaya, ghar aaya to maan ney poocha, haan beta parh aaey?
Bacha: Nahi ammi, kal phir jaana hey
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 943 views
Similar Jokes
Maa:beta ye darwaze par gande hathun k nishan tumhare hain?
Beta:g nai ammi me to lat maar kar darwaza kholta hon.
by Sabir shah (few years ago!)
Teacher: Main teri Maa Hoti Tou Main Tujhy
2 Din Main Sudhaar Deti …
Student: Madam, Kal Tak Main Apne Papa Sy
Mashwara Kar k Bata Doonga … ;->
by Mazhar Khan (few years ago!)
Wife: What will you give me if I climb the great Mount Everest?
Husband: A slight Push…
by Pak101.com (few years ago!)
Marez:doctor se mere danton main dard rehta hay or ab to danto main kerah bhi lag gya hay.bataye doctor sahib main kya karon?
Doctor….aap aik mahn tak ras or chay lein is ke alawa kuch na khayein .
Aik mahn tak marez rozana sirf or sirf chaye or ras par guzara karta raha magar aik din ras& khatam ho gye jis par marez ne socha ke chalo aj main sirf chaye pee leta hun.aaj guzara ho hi jaye ga.kal ras le aaon ga magar
kere ko acha na laga,foran bahir nikal kar kehne laga
Uncle aj ras nahi hay kya.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa jain: murga kesa diya.
Shopkeeper: Rs. 80 Rs. 50 Rs. 10
Santa jain: Rs. 10 Ka itna sasta kyu?
Shopkeeper: Saab isse aids hai.
Santa jain: de do khana hai, shaadi thodi karni hai!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek ladki apne boyfriend ko papa ke paas milane le aya.
Kuch der tak baatein karne ke baad, papa ko uski beti ka boyfriend bilkul gadha laga..
Ladki ka Baap : Main nahi chahta ki meri ladki apni poori zindagi ek gadhe ke saath guzaare.
Ladki ka Boyfriend : Bus isiliye to main usse shaadi kar ke yahan se le jaana chahta hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Apne teachers ki bahut respect kijye
q k
is dunia me murghi k ilawa wo ek parsonality hai jo ap ko anda de sakit hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Santa: Agar tumhe kuch ho gaya to mein pagal ho jaaunga.
Wife: Doosri shaadi to nahin karogey?
Santa: Pagal ka kya hai, kuch bhi kar sakta hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:aisi kisi jagah ka naam btao jis ko banaya to admi ne ho magr wo wahan ja na sakta ho.
Student:woman toilet
by Sabir shah (few years ago!)
Santa & Banta playin chess... Santa:chal yaar...ab band karte hain...... Banta:haan thik he...vaise bhi mera ek haati aur tera ek ghoda hi to bacha he!
by Pak101.com (few years ago!)