Husband ki birhtday pr
Husband Ke Birthday Par Wife Ne
Puchha – Kya Gift Du?
.
.
.
.
Husband :- Tum Mujhe Pyar Karo,
Izzat Karo Aur Hamesha Mera Kehna
Maano.
Bas Yahi Kaafi Hai.
Wife:- ( Kuchh Der Sochne Ke Baad )
Nahi Nahi Main To GIFT Hi Dungi.
by A. Sami (few years ago!) / 735 views
Similar Jokes
Ek circus mein ladki ne sher ko kiss kiya! Ring mastar: Aap mein se koi yeh kar sakta hai? Boy : Main aata hoon par pehle iss sher ko peeche karo
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Chunti Hathi Ke Upar Baith Kr Ja Rahi Thi.
Raste Me Kaccha Pul Aa Jata Hai..
Usko Dekh K Chinti Boli ……..
.
.
.
Jaanu Cross Kar Loge Ya Me Utrun.;-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Maalik to Sardar: Tu to kehta tha ke tu thakta nahi hai. Aaj fir tu sota hua paya gaya hai.
Funny Sardar: Mere na thakne ka yahi to raaz hai.
by Pak101.com (few years ago!)
man found thousands of ways to cheat GOD...but God punished him by simply
making him a husband
by Pak101.com (few years ago!)
Bv :sath wale ghar me larai hori hai mian bv ki ap bi aik bar jao na
husbnd:me 1,2 bar gaya tha
ye usi ka nateja hai..
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar ke radio me kuch problem ho gayi to aur kharab ho gaya
Usne radio khol kar dekha to ek mara hua chuha mila
Ye dekh kar sardar gussa ho gaya aur bola : Ye chalega kaise?
Sala singer hi mara pada hai
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher to sardar :name five animals that live in water?
Sardar:frog ,teacher and reamaining four .
sardar:frog de maa pio phen tay praah.
by Pak101.com (few years ago!)
Purani Kahawat Hai Ki..
Sote Waqt Koi Tension Le Kar Nahi Sona Chaiye
Fir Bhi..
Hum Aapko Yaad Kar Ke Sote Hai...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik Pathan Malaria se Kaanp raha tha:
Doctor: Aaya or Pucha kia huwa hai?
Uske bete ne kaha: Bemaari ka to pata nahi!
Par Abba subha se "Vibration" pe lage huye hain.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Best sms of 1906
.
.
.
.
.
.
. Bhai kia dhondh rahe hu us waqt mobile tha kia
by Sabir shah (few years ago!)