Aadmi road par khara ho kar
Aadmi road par khara ho kar hans bhi raha tha aur ro bhi raha tha,
paas se guzarne wale larke ne poocha:
Bhai sahib, kiya hua, aap kabhi hanste hain aur kabhi rotey hain.
Aadmi bola: Yaar hans es liye raha hun ke meri saas 7th floor se gir gaii, aur ro es liye raha hun ke wo meri naii BMW par giri hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 860 views
Similar Jokes
Extraordinarily Student Teacher:
"Do you know
Avogadro's Number" ??
pappu : "Avogadro Ladka Tha
Ya Ladki" ??
.
.
.
Teacher: "Ladka" .
.
.
pappu : "Sorry Dude, Mai Ladko
Ke Number Nahi Rakhta"
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Girl : " What do you like in me? "
Boy : " those 2 big white balls having black dots in it.."
Girl : " what??? "
Boy : " yes, your eyes.."
by Mazhar Khan (few years ago!)
Bhool kar bhi kisiko na rulana,
Zindagi mein sabko hasana,
Dusman ko bhi gale lagana,
Phir bhi koi gam de toh hume batana,
Tapka denge saale ko.
by Abdul Hannan (few years ago!)
New jobs avail able
age 16+
bike must
only for jobles people
salary:on your demand
job:khudkush dhamaka
contact:taliban office
by Sabir shah (few years ago!)
Purani Kahawat hai ke,
Sonay ke time Tension ko saath le ker nahi sona chaiye.
Lekin phir bhi Log pata nahi kiu??
Apni Biwi ko apne saath le ker sotay hein.???
by Mazhar Khan (few years ago!)
Larki dosri larki se:yaar ye hand some larke kaise hote hain?~
2nd:pata nai behan me ne to khud wajid khan ka sire naam hi suna hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar:
Yaar Aaj Mujhay Ajeeb Msg Aaya
Or Mera Mobile Off Hogaya.
Pathan:
Aisa Konsa Msg Aya?
Sardar:
Battery Low.
Pathan:
Send Kar…
Sabko Tng Karengy.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Beta : Papa,ye Girlfrnd kya hoti hai ?
Papa: jab tum bade ho kar aacha ladka banoge to tumhe b 1milegi..
Beta: agar aacha nahi bana to ?
Papa : to bahot milengi.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek admi ne zindagi se tang aa kar kaha
"Es zindagi se tu Mout achi hai"
.
Ek dam farishta aya owr bola ke "mai tumhy lainy ayah on"
.
Admi bola: Lo ab insaan mazak bhi nai kar sakta
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
America ki soch -Hum chand par pahoch gaye,
Ab aage kya karna he ?????
China ki soch - Hum 90% Dunia ki market pe raj kar rahe he,
Ab baaki par kese kare ?????
Hum Bhartiyo ki soch - 12 baje light gayi thi to 2 baje aayi thi ,
Ab 4 baje gai to 6 baje aayi,
Matlab sala 8 baje wapas jayegi ?????
.
.
.
.
.
.
"Oye fatafat motor laga ke pani bhar le ,
Mae mera mobile charge me laga deta hu" ..
by Pak101.com (few years ago!)