Raat film vich ik chudail
Sardar: Raat film vich ik chudail kade mere aggey, kade mere pichchey…
Pathan: Kehri film si ? Sardar: Apne Shaadi di movie si -
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 1388 views
Similar Jokes
Ek cockroach ka marne se phle apne qaatil se akhri alfaaz
Aao mjhe mar dalo buzdl Insan!
Tum mujh se jalte ho
Q k tumhri BV tum se nahi mujh se darti haiSmile
by Mazhar Khan (few years ago!)
INJeCtiOn RooM K Bahir NoTice BOard.
Koi Mar Nai JaTa INJeCtion LaGwane Sy
. . ."DoSt"
BSs Uthne-BaiThne K AnDaz BadaL JaaTy HaiN....!!!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Global Warming warning:" Our next generations will not be able to see polar bears and tigers..
.
.
.
.
.
.
To hum kya karein.. ??
Humne bhi to dinosaur nahi dekhe..
.
.
kabhi shikayat ki kya ?? :(( :p :D :O
rish.k
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: "Al-Bairooni" k Baap ka Naam batao.
Pathan bohat soch kar bola:
"Al-Androoni"
by Abdul Hannan (few years ago!)
Teacher:
Agar Do Peepal K Darakhton Ko
Aik RaBi Se Baandh Diya Jaye
To Us RaBi Ko Kya Kahen Ge?
Sardar: Us Rabi Ko Bolenge
“Nokia” (Connecting Peepal):-)
by Mohammad Ali (few years ago!)
Survey karne walay ne aik sarkari afsar se poocha, apke daftar main kitne loag kam karte hain?,
afsar ne jawab deya 100 main 4
by hearthackervsgirls (few years ago!)
“PANJABI” told his Friend:
“Yaar, ik Kurri mainu huss k wekhdi aey.”
Friend:
“Confirm kar le!! Huss k wekhdi aey… Ya wekh k hussdi aey.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek bacha pehli dafa school gaya, ghar aaya to maan ney poocha, haan beta parh aaey?
Bacha: Nahi ammi, kal phir jaana hey
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan Galti Se News Paper Ka Sub-Editor Ban Gia. Usne Aik Khabar Ki Headline Ye Di:
"BIWI MEIN DHAMAKA...!"
Cheif Editor: Yeh Tum Ne Headline Kia Di Hai?
Pathan: Sir Mene Khabar Ko Asan Alfaz Mein Likha Hai.
Cheif Editor: Acha Asal Khabar Kia Thi?
Pathan: "MIAAN WALI MEIN DHAMAKA"
by Mazhar Khan (few years ago!)
Funny Sardar omelet banane ke liye anda fodta hai. Anda andar se khali nikalta hai.
Funny Sardar: Kamal hai ji! Aaj kal murgian bhi abortion karvane lagi hain.
by Pak101.com (few years ago!)