Wife: Mere irade bade nek he
Wife: Mere irade bade nek he,Aap 1000 me se ek hain….....SARDAR: Mera dimag bada tez hai,Pehla ye bata baki ke 999 kaun hain…?
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 781 views
Similar Jokes
Aajkal Ke Lover Ki Apni Girlfriend Ke Liye Shayari
Yun Mat Khincho Tum Mujhe Apni Taraf Aye Sanam
Branded T-Shirt Hai, Fat Gyi To Bahut Pitogi Ma Kasam
by Pak101.com (few years ago!)
why do boys call gurls "item"?
bcoz
.
.
.
.
.
.
.
.
.
..
.
.
item mean "maal"
"maal" mean "paisa"
and "paisa" mean "laxmi"
aur ladki to ghar ki "LAXMI" hoti hai :D ;)
"RISHTA WAHI SOCH NAYI!!" ;D :P
by Pak101.com (few years ago!)
Once a Pathan was Asked:
"Khan Sahab! Aap ka Favorite Song kon sa Hai?"
.
.
Khan Sahab Replied:
.
.
.
.
"Larki Kyon Najanay Kyon, Larkon Si Nahi Hoti."
by Abdul Hannan (few years ago!)
Padri nay bachay say poocha. Betay daak khana kahan hai?
Bachay nay isharay say bata dia.
Padri buhat khoosh hua aur bola. Shabash betay! Kal tum girja ghar aana mein tumhein is kay silay mein jannat ka rastah bataon ga.
Bacha bola: Father! Jab app ko dak khanay ka rastah nahi maaloom to aap mujhay jannat ka rastah kia batayein gay.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher 2 pathan student: Jis admi k Dono Hath na hon usay English main kya kahein ge?
.
.
.
Pathan:
.
.
.
HANDS FREE !!!:
by Pak101.com (few years ago!)
aik murghi ne 5 anday(eggs) diye or dua mangi kay bachay naik niklen
kuch dino baad bachay niklay
.
pehla namaz parhta hoa..
doosra tasbeeh parhta hoa.
teesra wuzoo krta hoa.
chotha naat parhta hoa.
panchva nai nikla to murghi pareshan ho gai...aur dua karnay lagi to anday se awaz ai ami main aitkaf main betha hua hoon.
by Kamran Hassan Qureshi (few years ago!)
Santa ki ladai apne baap se ho gayi To usne apne
baap ki photo kabristan me 1 ped pe latka diya ,
Aur Niche Likha "COMING SOON"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Banta class mein – madam maine “abc” yaad karli..
Madam -ok , to sunao..
Banta – abcdefghijklemnopqrstuvwxyz…..
Madam - arey aise nahi ….aise suna A for apple
Banta – ok madam…. A for apple.
by Pak101.com (few years ago!)
Mian Biwi mei jhagra ho raha tha. Aakhir Shohar bola:
Begum ye masla humein Larai se nahi Aqal se hal karna chahye!
Biwi:
Haan haan.!!
Ta'kay tum Jeet jao?
by Pak101.com (few years ago!)
Sirdar jee yar dostoun k saath apnay ghar maen baithay houay thay aur unki biwi apni friends k saath holidays per ja rahi thee aur packing ker rahi thee. biwi ki taraf daikhtay houay apnay yaaroun ko kehnay lagay" meri biwi kitni bholi hai. usko pata bhee hai k maen ous k saath nahi ja raha phir bhee wo condom pack ker rahi hai
by Mohammad Ali (few years ago!)