Bhag kar shaadi karle ya shaadi karke Bhag jae
Boy- Bhag kar shaadi karle ya shaadi karke Bhag jae(Girl se)
.
.
.
.
.
.
Girl- fati chappal se mar khaega ya chappal fatne tak mar khaega…
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1053 views
Similar Jokes
boy - papa aapne mujhse kaha tha k agar main paas ho gaya to aap mujhe 5000 Rs denge.
father - haan kaha tha
boy - to aapke liye khush khabri hai, aapke 5000 Rs bach gaye.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ka 7up Peene Ka Man Kar Raha Thha, Ek Dukan Pe Gaya Aur Bola.
Santa: “Mujhe Ek Asli Wali 7up Do” Dukandar: “Ye Lo”
Santa Ne 7up Peene Ke Baad, 6
Dakaar Aur 1 Paadh Mara Aur Dukandar Se Bola.
Santa: “Abe Ye Naqli 7up Hai Asli Nahi”
Dukandar: “Arrey Kya Baat Kar Rahe Ho, Wo Kaise?”
Santa: “Ye 6up Hai, 1 Down Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
A beautiful slogan behind the car of a married man, "Please do not distub, I
am already disturbed.".
by Rizwan Ajmal (few years ago!)
Wrong Number: Hello, Fridge chal raha hai?
Admi: Haan chal raha hay, Ap kon??
Caller: To phir pakar lo. Warna bhaag jayega. :P
Again call…
Caller: fridge hai??
Admi gusse sy: nhi hai
Caller: kaha tha na pakar lo varna bhaag jae ga :D :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Dulha ne apni dulhan ka ghongat uthaya to wo boht kali nikli
Dulha bola ,
.
.
.
.
.
.
tum ne pepsi lene nai jana?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Master-2 me se 2 gye to kitne rhe?
Golu-samjh me nhi aya.
Master-Beta tumare pas 2 Roti h,tumne do roti khali,tumare pas kya bacha?
Golu-sabji..
by Pak101.com (few years ago!)
Mother To Doctor On Phone:
Mere Bache Ko Current Laga Hai
Mai Kya Karo
Doctor:
Pehle Ap 2 Nafil Shukrane Ada Karen K Apki Tarf Bijli Arahe Hay
by Pak101.com (few years ago!)
Boy n Girl in a HOTEL
.. Boy: I Love U
.. Girl: I dont Love U
.. Boy: Think again?
.. Girl: I told u No
.. Boy: Waiter,Bring seperate bills for us. Girl : i Love u 2
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa Mobile Shop me : 1 Memory card Daal dena
Shopkeeper Man: Mobile Dena
Santa: Mobile me nahi meri hi yaadast kamjor hai mere dimaag me daal do
by Pak101.com (few years ago!)
Phatan ne Doctor ko bohat mara:
Logo ne pocha kyou?
Phatan:
Etni garmi main kehta hy Paani Boil Kar k Piyo.
by Abdul Hannan (few years ago!)