Pathan bht pareshan tha k hr joke main
Pathan bht pareshan tha k hr joke main mera hi zikr kyoun hota hai.
us ne apni b.v se kaha:
“koi aisi baat kro jis ma main involve na hon”
b.v : “i m pregnant”
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 952 views
Similar Jokes
Sab hm sy hr cheez main agay chaly gaye
Hm sirf is mehngai main pistay chaly gaye
Jab kuch na karsaky humary ya hukmaran
Lo ajj hm aik ghanta agay chaly gaye
by Mazhar Khan (few years ago!)
Dulha on Wedding asks from Dulhan, do you have any boy friend before marriage?
Dulhan become silent
.
Dulha: main is khamoshi ko kia samjhoon?
.
.
Dulhan: kameeney ruk jaa... gin-ney to de.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Doctor Ne Pathan Ko Samjhaya Ke Agar Wo Roz 3 Km Chale To 1 Saal Mein 50 Kg Wazan kam Ho Jaye Ga.
1 Saal Baad Pathan Ne Doctor Ko Call Ki,
Doctor Sahib Wazan To Kam Ho Geya Hy Magar 1 Problem Ho Gayi
Dr: What problem.
Pathan: Khocha Ham Apna Ghar se 1100km Door Pohanch Geya Hy…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Munda: Tu ehni sohni lagdi a tainu heer na akhan ta ki akhan...!!!
Kuri: Teri shakal mere massi de munde wargi tenu veer na akhan ta ki akhan...!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Salesman: This Computer Will Cut
Your Workload By 50%.
Santa: That Is Great,
I Will Take Two Of Them
by Pak101.com (few years ago!)
Dil soch raha tha pyar se ap ko kia kahun khud gharz
kanjos
bewakof
ya pher
pagal,
~
achanak zong walun ki awaz aai sub ke do
by Sabir shah (few years ago!)
teacher:bachoo my name is khan dekh kar kya lesson mila?
bachee:my name is khan se ye samajh me aya ke paglo se bhi ladkiya pat sakti hai.........
by Pak101.com (few years ago!)
Gahak: (doodh waly sy)
Tumhari gaay kita doodh deti he
Doodh wala: 5 kilo
Gahak: is main say kitna bech letey ho? Doodh wala: yehi koi 12 kilo
by Mohammad Ali (few years ago!)
PHATAN GHALTI SY SAMANDER ME GIR GIA .
DHOBTE DHOBTE US K HATH ME MACHLI AA GAI.
USAY PAKER KER BAHIR PHENKA OR KAHA
JAO TUM TU APNA JAAN BACHAO …
HAMARA ALLAH MALIK HAI.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pati-Patni movie dekhne gaye
Pati ne ek paan laker patni ko diya
Patni boli: Aap apne liye b le lete?
Pati: Mai bina paan ke b chup rhe sakta hu.
by Pak101.com (few years ago!)