Ek Clinic k aage lambi line thi
Ek Clinic k aage lambi line thi,
1Aadmi bar-bar line me ghusta tha,
par log usko pakar k piche phek dete the
Admi:"Lage raho, Saalo clinic hi nahi kholunga"
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 2721 views
Similar Jokes
Subha teri Sham meri ho
Din tera Raat meri ho
Hasi teri Udasi meri ho
Or jab maut aay ay dost Kabar teri Usme LASH
?
?
?
O hello
TERI hi ho
by Mazhar Khan (few years ago!)
Girl friend:janu mujh par shairy banau
sardar:in kali kali zulfun se karti ho andera
ho jao ganji aur kar do saweera
by Sabir shah (few years ago!)
22 Saal Ho Gaye Par,
Abhi Tak Ek Cheez Bilkul Nahi Badali,
Parle-G Biscuits Wala Ladka, Abhi Tak Bada Nahi Hua.
by Pak101.com (few years ago!)
Wife:agar main mar jaon to tum kia karo ge...............
Hasband:Shayad main bhi mar jaon ga..........
Wife: kion???
Hasband:kabhi kabhi zyada khushi janlewa hoti hai
by Pak101.com (few years ago!)
Hum Loug Hamaisha KARACHI Ko 1 Acha Shehar Nahi Samajhtay,
Our Iski Burai Main Lagay Rehtay Hain..
Hanlan K KARACHI Dunia Ki Wo Wahid Our Azeem Jagha Ha,
Jaha ABC Rehta Ha… :D
Taaliyaaaaaaan
(‘.’)/
/)( Beth Jayen Beth Jayen.
Doosron Ko Bhi Azeem Insan Dekhnay Dain…
Shukriya ;)
Jalny Walay Pleaze Side Pay Rahain ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Father: Tumhe kaisi biwi chahiye? Son: Mujhe chand jai si biwi chahiye, Jo raat ko aaye aur subha chali jaye
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: My wedding is going to happen.
Banta: Whats the problem now.?
Santa: My wife did'nt know it...!
by Pak101.com (few years ago!)
Height of dreaming:
Last Night Bill Gates
came in my dream and said
.
.
.
Yaar Farhan…
teray pas windows xp ki CD hai?
kal wapas kar dun ga…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek ladka fail hua to uske papa ne kaha-
.
..
.
.
dekh-dekh us ladki ko dekh wo
tumhare sath padhti hai,
.
.
.
.
.
1st aayi hai.
.
.
.
.
.
.
Boy- dekh-dekh kya dekh
.
.
Usiko dekh-dekh ke to fail hua hoon.. :p
by Mazhar Khan (few years ago!)
Eik Charsi Nay Doston Ki Dawat Ka Program Banaya,
Aur Apnay He Ghar Say Raat Ko Bakra Chori Kia,
Aur Khoob Dawat Ki,
Subha Jab Ghar Poncha
To Bakra Ghar Main Tha,
Bivi Say Pocha Bakra Kahan Say Aya? Bivi:
Bakray Ko Goli Maro!!
Ye Batao Raat Ko Tum Choron Ki Tarha
KUTAY Ko Kahan Lay Kar Gay Thay??
by Pak101.com (few years ago!)