Dozakh bivi ki waja se
Admi:yaar me bv ki waja se dozakh me jaon ga us ki waja se roz jhot bolna parta hai
Dost:q
Admi:yaar wo roz tyar ho k pochti hai kaisi lag rahi hun
by Sabir shah (few years ago!) / 1328 views
Similar Jokes
1 pathan naha raha tha, k aik dost darwazey pe aaya,
Pathan aise he bahar aagaya,
Dost bola: Kuch to pehan lo yaar.
Pathan bhag ker andar gaya aur CHAPPAL Pehan ker aagaya...
by Abdul Hannan (few years ago!)
Husband Biwi Se:
Pani Pila Do ...
Biwi :- Kya! ,Pyaas Lagi Hai ??
..
... ..
..
..
..
..
..
..
Husband (Gussey se):
"Nahi"Gala Check Karna Hai
Kahin se"LEAK"to Nahi Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Son: Hey mom, wats der 2 eat?
Mom throws a stone at him..
Son: Hey mom
I just askd 4 sumthin to eat!
Mom: Hum
Eat ka jawaab
pathar se dete hai..:)
by Pak101.com (few years ago!)
kash ae khuda tumne hame kitab banaya hota, haseenae hame padte padte so jaati aur sine se lagaya hota. ...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher: 10 fruits k naam btao…
Teacher:
10 fruits k naam btao…
Sardar:
1 amrood,
.
.
.
1 Saib,
.
.
.
.
.
Tey 8 Maltey :-)
by Mohammad Ali (few years ago!)
Larkay wale:
Aap ki beti kuch karti hai?
Larki ki amma…
Haan jii
MASHAALLAH
Rozana 3 rupee mai 500 sms krti hai..A.M.A
by Abdul Sami (few years ago!)
1 bachy ko Exam mai koi sawal nahi ata tha
Us ne har sawal key nechy
||||||||||||||||||||||
.
.
.
.
Es tarah ki lines bana kar nechey likh dia
.
Scratch Karky Answers Parh lain
by inayat khan (few years ago!)
Major Rohail:
Khan sab yha se Airport
Kon se bus jae ge
.
Khan:
20#
.
Maajor Rohail: Agr 20# na mele to..?
.
Khan:
Phir 10…10..# ke do pakr lena
by Mazhar Khan (few years ago!)
Girlfriend: I can't marry you. I am one year elder to you.
Boyfriend: Very Good, I love you so much that I can wait for you for one year.
by Pak101.com (few years ago!)
Ultimate lines by a brokn heart: wo mujhse mil kar itna roi ki
.
.
.
.
.
.
uski naak ka bulbula dekh ke meri hassi nikaly gayi
by Pak101.com (few years ago!)