Aik dost (Doosray say): Tumhari ammi ko kaisay pata

Aik dost (Doosray say): Tumhari ammi ko kaisay pata chala keh tum nay mun nahi dhoya?
Doosra dost : mein sabun bhigona bhool gia tha.

by Tanveer Hussain (few years ago!) / 743 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

2 Twins Apny Kamry Mai Bethy Thy

2 Twins Apny Kamry Mai Bethy Thy.

1 Hans Hans k Lot Pot ho Raha tha,

2nd Udaas Kony Mai betha Tha.

Baap: Tum itna Q Hans Rahy Ho?

Beta: Mummy ne Dono bar isi ko Nehla Diya. :-)

by Pak101.com (few years ago!)
pathan

Queen Elizabeth & Pathan were havng candle light dinner.
Queen says-
Pass d wine u divine!
"Pathan thinks-"how poetic"!
Pathan says-"pass d roti u moti":D

by ubaid ur rehman (few years ago!)
Insaan ka sab se ziyada dil kab jalta hay?

Insaan ka sab se ziyada dil kab jalta hay?

Jab aap original Nokia ka mobile le kar behte hon

aor koi aa kar kahe..China Hy?

by Pak101.com (few years ago!)
Pochna To Humara Farz Hy Na!

Pathan Ne Sardar Se Haath Milate Huay Us K Haath Per Kharish Ki

Sardar Bola:
Khan Sahab Hum Aisa Nahi Hy…!

Pathan:
O’Yara!Pochna To Humara Farz Hy Na!

by Pak101.com (few years ago!)
Snta-Ladki ko prapose karne ki

Snta-Ladki ko prapose karne ki sabse safe jagah konsi he?

Bnta-Mandir
S-Mandir kyu?

B-Qki waha ladkiyo k pairo me CHAPPAL nai hoti..

by Pak101.com (few years ago!)
bottle sy Aazad hone k bad

Jin: bottle sy Aazad hone k bad,

kya hukam hy mery Aaqa?

Admi:

Kuch Aesa karo k Dunya mein Jitny Shohar hain unki Biwiyan unki Farmabrdaar hojaen

Jin:

Bottle mein Wapis Jaty howe Bola Biviya Or FarmaBardar

"Chacha Bottle ka Dhakkan zara tight Band karna"..

by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa: 1 aurat ko ghurte hue

Santa: 1 aurat ko ghurte hue ja raha tha,

Aurat: 'Dekhta kya h ? Teri maa ki umar ki hu'

Santa: To mai b apne baap k liye he dhund raha hu...

by Pak101.com (few years ago!)
GENIUS SON

GENIUS SON

Baap: Beta,paper kesa hua?

Beta:Bas pehla sawal choot gya!

Baap:Aha! or baqi?

Beta:Teesra mujhe aata nahi tha!

Chotha main krna bhool gya!

Paanchwa mujhe nazar nahi aya!

by Pak101.com (few years ago!)
sardar aur doctor

Sardar 2 doctr: Mujhe 1 problem hai
DR: Kya?

Sardar: Baat karte waqt aadmi dikhai nahi deta
Dr: aisa kab hota hai?
Sardar: Phone karte waqt

by sana (few years ago!)
pathan sarak par

Pathan Sadak Par Kuch Dhond Raha Tha

Ek Shaks Ne Pocha:
Kia Talash Kar Rahe Ho??

Pathan:
Ghar Me Soi Gum Hogai Ha, Usy Talash Kar Rha Hon.

Dusre Shaks Ne Kaha:
Soi To Tmhare Ghar Me Gum Hui Hai
Apne Ghar Me Talash Karo.

Pathan:
Kia Karon Ghar Me Andhera Hai.

by Abdul Hannan (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

shadi pr rukhsati k waqt

Golu-mere bete ka credit card

What's the difference

Insan ko Beemar kar Dainay w..

Mareez Muje ajeeb se Bimari ..

Sard Fizaaa

Ijazat

Delivery ke waqt

Google Ziyada Acha Hai Ya Ya..

Police officer attempts to s..

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook