AWAAM
(\./)
/.".)"^----;";_
\,,/"( Z ) \
//\\ //\\
8,10 Chitthar Mar Kr Fwd Kar dain.
Naam na Lena. Awaam khud smajhdar he.!!;-
by Abdul Sami (few years ago!) / 936 views
Similar Jokes
Ek Bhoot Apne Baal Katvane Naayi Ke Paas Gaya.
Naayi Ke Pass Pahle Se Hi
Customer Bethe The, Bola: “Baad Mein Aana, Abhi Main Busy Hoon”
Bhoot Ne Kuch Aisa Bola Ki Naayi Ko Heart Attack Ho Gaya,
Kya….?
Bhoot: “Sar Rakh Kar Ja Raha Hoon, Tum Baal Kaat Dena Main, Baad Mein Le Jaunga“
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: tumne us aadmi ko aisa kyu maara?
Banta: usne mujhe poocha ke "Khaana khaaye kya"?
Santa: arey, bhala hi poocha hai na. phir kyu maara?
Banta: main toilet mein baita tha
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Aji suniye, mujhe kisi mehengi jaga le ke chaliye na ji….
Husband: Chalo, tayyar ho jao…
Guess where he took her….
………
……..
…..
….
…
..
.
.
.
.
Petrol pump!!!
by khalid hussain (few years ago!)
Aik bache ne “Mother Tongue” kay bare mazmoon likhna thaa. Bache ko samajh nahain aaa reha thaa kya likhe. Bache ka baap kehta “bohat lambe hai” likh do.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
aik faqeer: bachay say Allah kay naam par aik rupaya day do
bacha faqeer say: tum to hatay katay ho kama kar khao.
faqeer: aik rupaya manga hai mashwara nahin
by Muneeb Alam (few years ago!)
Dr: Apka weight kitna hai?
Patient: Chashme ke sath 75 kgs.
Dr: Aur bina chashme ke?
Patient: Woh bina chasme ke toh mujhe dikhta hi nahi.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Madam Ne Ek Baar Class Ke Bachho Ko My Teacher Par 10 Line Likhne Ko Kaha
Thodi Der Baad Santa Ne Uth Kar Poocha
Santa: “Madam, Mast Item Ko English Mein Kya Kahate Hai?‘
by Pak101.com (few years ago!)
Police: aapki car ki accident kaise hua?
Santa: woh to mujhe bhi pata nahi hai sir. tab main
so rahaa tha?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Secretary: Sir aap muje naukri se
nikal toh nahi rahe??
Boss: Nahi, par tumhe kisne
kaha?
Secrtary: Wo aapne Cabin se sofa
aur Bed hatwa diya na Isliye
by Pak101.com (few years ago!)
sardar Exam main betha copy py apna panja bana rha tha
sardar Exam main betha copy py apna panja bana rha tha
Teacher: Paper main hath ki diagram ka koi question nhi
sardar:main paper banany waly pe lanat bhej rha hun..
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)