pahan apni maan say
Pathan Apni Maa se: Kya aapne mujhe paida hony se pehle dekha tha?
Maa: Nahi to...
Pathan: To phir Paida hony k baad aapne mujhe pehchana kese?
by Abdul Hannan (few years ago!) / 778 views
Similar Jokes
Ek ladka apni girlfriend ko le k ghumne jata hai
.
.
.
.
ar bahat tez barish ho jati hai .
.
.
.
Socho bahat tez barish mei kya hua hoga
. .
.
Socho...
.
.
Socho... .
.
.
Nahi pata...
.
. Ladki ka makeup utar jata hai.
.
.
ladka dar k bhag jata hai :|
by Pak101.com (few years ago!)
Inspector to Santa:Faansi se pehle,
bata teri aakhri ichha kya hai???
Santa:Mere pair upar aur sier neeche kar k faansi de do!
by Pak101.com (few years ago!)
Japan mein 2 dost thy.
1 ka nam tha “jo” aur dosry ka nam tha “wo”
aik din “jo” k pass jin aa giya “jo” ny dar kar “wo” ko awaz di
“wo” bhag kar aaya to jin ko deikh kar “wo” ka intaqal ho giya,
.
bas usi din sy hi kehty hain…
.
;
.
;
.
;
.
;
.
.
;
.
“JO” DAR GAYA,
“WO” MAR GAYA”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: tumne us aadmi ko aisa kyu maara?
Banta: usne mujhe poocha ke "Khaana khaaye
kya"?
Santa: arey, bhala hi poocha hai na. phir kyu
maara?
Banta: main toilet mein baita tha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sabse maasum dhamki : Jab chor chori karke ghar se bhaag raha tha,
tab bachcha jaag gaya aur bola,
“Mera school bag bhi le ja KAMINE warna” mummy ko jaga dunga.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathaan (khan sahib) ki biwi aik din unki taraf mounh ker kay lait gayee
tou baray pyaar say kehnay lagay " aray begum aaj hum say kutch narzgi hai"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
GOLU Radio Theek Karwane Gya
Dukandar:Radio To Theek He
Bas Mousam Kharab Hone Ki Waja Se Chal Nai Raha
GOLU:Theek He
Te Mousam Nawa Pa D
by Pak101.com (few years ago!)
TEACHER : PAPPU, go to the map and find North America.
PAPPU : Here it is!
TEACHER : Correct. Now, class, who discovered America?
CLASS : PAPPU!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa: main apni wife ko bahut pyar karta hoo. tum?
Banta: woh to tumhaari wife hai. main kaise pyar kar sakta hoo?
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Yaar Bbachpan Me Main Teesre(3rd) Floor Se Gir Gaya Tha . . .
Banta: Tou Phir Bach Gaya Ya Mar Gaya. . . ?
Santa: Yaad Nahi Hai Bohat Purani Baat Hai. . .
by Mohammad Ali (few years ago!)