Tum log bhi na
1 Pathan Bohat taiz bhagtay bhagtay ruk gaya....
Why?
Aby Saans phool gai thi uski...
Tum log bhi na Jaan le lo Pathanon ki.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 866 views
Similar Jokes
Son: Mom! Papa
Bohot shareef hain...
Mom: Wo kesay?
Son: Jab bhi kisi Larki ko dekhtay hain to...
Foran 1 Aänkh bandh kär letay häin.
;-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Principal: class ko der kyu pahunche?
Student: sir, gaadi puncture ho gaya tha
Principal: to tumhe bus mein aana tha
Student: socha tha sir, lekin aapki beti sunti hi nahi ha
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikari: Baboo 10 Rs. ka sawal hai, chaay (Tea) peenee hai.
Aadmee: Lykin chaay tu 05 Rs. ki aati hai.
Bhikari (sharmatay hoay): Woh meri girl friend bhi saath hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa:Aaj kisine mere BAAP ko gaali di.
Patni:Fir?
Santa:Maine bhi uske baap ko gaali di.
Patni:Lekin wo kaun tha?
Santa:Mera BETA..
by Pak101.com (few years ago!)
Girl Friend: Darling , Tum mere liye sitaray
tor kar la sakte ho?
Boy Friend: Mujhy koi amrood torne nahi deta
tum sitaaron ki baat karti ho..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teac:Ram tumhara ghar banne wala tha aur tumhara bhai bhi aane wala tha?Uska kiya hua?
Ram:Nahi Hua.
Teac:Kiyu?
Ramono mein ek baat commom thi "CEMEN" khatam hogaya!!
by Pak101.com (few years ago!)
Man 2 pathan: Khan ji kal mainy apko phone kia par aap ny uthaya nahi?
Pathan:
Kyun uthata..,
Ye jo meiny 5 Rupye dekar GAANAA Lgwaya hai wo tera BAAP sunega
by Hina Ali (few years ago!)
Aap jaise log kuch khaas lagte hain,
Dil me har waqt ek aas rakhte hain,
Jaane kb ho jaaye mulaqaat aapse,
Isliye hm 1 DISPRIN hmesa apne saath rkhate hai
by Mazhar Khan (few years ago!)
Loadshading ne mujhe namazi bana dia hai
faraz
ab to mobile ki battry bi masjid k u.p.s se charge karta hun.
by Sabir shah (few years ago!)
jab be gali me chalo nazre juka kar chalo es se app
ke ezat nai barte balke
kise ke gere hove pasie milne ke chance be bar jate
hain.....
by Tanveer Hussain (few years ago!)