Sardar

Judge: tm pe cycle chori krne ka ilzaam ssaabit nai hua,lehaaza tmhe baa-izzat bari kiya jata hy
Sardaar: ayda matlb mai cycle rkh lawan

by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 892 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Mota admi, patle admi se

Mota admi, patle admi se: tumhain dekh kar youn maloom hota hai ke qehet par geya ho,

patla admi: aur tumhain dekh kar lagta hai ke yeh qehet tumhari wajah se para ho

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Dr saheb apne Nurse bahut achi

Santa: Dr saheb apne Nurse bahut achi rakhi hai Uska Hath lagte hi maine teek ho gaya

Dr: janta hu thappad Ki awaz Mujhe b Suni di thi

by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ki flight me tabiyat kharab ho gai

Pathan ki flight me tabiyat kharab ho gai to Air hostess ne pocha:"R U Sick suffering from fever?"

pathan repliez"No, I'm Muslman Suffering from peshawar, 

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Mere mrne ke baad tumhe

Pati:-mere mrne ke baad tumhe mere jaisa doosra aadmi nahin milega.

Patni:- tumhe kisne keh diya, ki main doosra aadmi tumhare jaisa chahti hoon.

by Pak101.com (few years ago!)
Roti to tu bhi de sakta hai

Bhikhari ne Awaaz
lagayi- Babu ji roti
milegi??.
-
-
Andar se awaz aai -Biwi
ghar par nahi hai..
-
-
-
Bhikhari- Chumma nahi
maanga saale, Roti to tu bhi de sakta hai

by Mohammad Ali (few years ago!)
,"Pathan Apni Girlfrnd Se Mere Dil Main Ek Bat Hai

,"Pathan Apni Girlfrnd Se
Mere Dil Main Ek Bat Hai


Girl
Keh Do.

Pathan
Ni Mjhy Sharam Aati Hai.


Girl
Kaho Na


Pathan
.
.
.
.
.
Tumhre Pas Naswar Hai.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
maine suna tha

Maine kahin suna tha k

khubsurat cheezain dekhne se Insaan

khud b

khubsurat ho jaata hai..

So

Humesha

apne paas

Meri Tasveer rakha karo..! ;-)

by Abdul Hannan (few years ago!)
Chhota Bartan

Customer: Ek kilo gaay(cow) ka doodh dena.

Shopkeper: Lekin tumhara bartan toh bahut chhota hai.

Customer: Theek hai toh phir bakri ka de de.

by Pak101.com (few years ago!)
Kal Ka Kaam Aaj Mat Karo

Kal Ka Kaam Aaj Mat Karo, Usko Kal Tak Rakho.

Kya Pata Us Kaam Ko Karne Ki Jaroorat Hi Na Pade”

By William Kaamchor

by Pak101.com (few years ago!)
Paagal Hun Par Itna Bhi Nahi

Pathan Ki Cheque Book Kho Jati Hai, Woh Sochta Hai Ki Bank Ja Kar Bank Manager Ko Bataya Jaye,

Pathan Bank Jata Hai Aur Rote Hue Bank Manager Ko Bolta Hai.

Pathan: “Sir, Meri Cheque Book Kho Gayi Hai”

Bank Manager: “Saavdhaan Ho Jaao, Koi Bhi Tumhare Cheques Par Sign Kar Sakta Hai”

Pathan: “Ohhh Sir, Main Pagal Nahi Hoon, Mene Pehle Se Hi Saare Cheques Par Sign Kiye Hue The“

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Patient To Nurse

APRIL FOOL manaya

Santa- Insaan Ko Zindagi Mei..

What is the difference betwe..

1 Ship 300 pagalo ko le ja r..

Baap ne Bete ki Talashi Li

Sardar: Tum Shadi Shuda Ho?

Darling, if you marry me

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook