Mere mrne ke baad tumhe
Pati:-mere mrne ke baad tumhe mere jaisa doosra aadmi nahin milega.
Patni:- tumhe kisne keh diya, ki main doosra aadmi tumhare jaisa chahti hoon.
by Pak101.com (few years ago!) / 1220 views
Similar Jokes
Kisi Bazurg Ne Kaha Hy,
.
K
.
.
Larkiyon Ki Aadhi Zindagi
.
.
Husband Ki Talaash Mein
.
.
Or Baki Aadhi
.
.
.
.
.
.
Husband Ki Talashi Mein Guzar Jati Hy..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar Ji checked his girlfriend's mobile to know under what name she had saved his number, when he dialed his number from her phone, it showed "TIME PASS NO. 8"
by Mohammad Ali (few years ago!)
Santa :agr talab me aag lag jae to machlian kahan jaen gi?
Banta:bewakuf k bachy itna bi nai samjhte,machlian darkhat pe charh jaen gi.
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan: Halwai se,Tum kitne saal se jalebi bna rhy ho!
Halwai: Bare fakhar se 30 saal se,
Pathan:lakh di lanat e Tere kolon aj tak jalebi sidhi nai bani..
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar (Larki ko chertay hoe) Hor Soniye ki hall ey…?
Larki (Ghuse sy) jo tere behan ka hai
Sardar (Hans ker)Acha acha,tay Tannu V kaka hon wala Ay..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Young girl: Dadiji,Aap k zamaane me 10-10 bacche Q hote the ?
Old Lady: Beti Humaare time me bijali nhi thi.
Raat ko kon aya kon gaya malum nhi padta tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Sardar Ne Pathan Ki Beti Ka Rishta Maanga
Pathan Ne Sardar Ko Bohat Mara
Maar Kha Ke Sardar Utha
Kapre Jhaar Ke Bola
Phir Khan Sahab Me Inkaar Samjhu?
by Pak101.com (few years ago!)
What's the similarity between Marriage & 11.59pm?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Simple dono ke bad 12 bajte Hai...... Aur.....Din badal jate hain..!!!!!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Bacha Baap Se: Daddy Aaj Kal ki Aurton Par Yaqeen Nahi Karna Chahiye.
Baap: Beta Woh Kyon?
Bacha: Daddy Kal Teacher Keh Rahi Thi 3 or 3 6 Hote Hain.
Aur Aaj Bolti hai 4 or 2 6 Hote Hain. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
A Sardar Was Drying Some Fruits
In The Sunlight And Then Eating Them
Some 1 Asked What R U Doing?
Sardar: I Am Weak
The Doc Has Advised Me To Eat Dry Fruits!
by Pak101.com (few years ago!)