Mota admi, patle admi se
Mota admi, patle admi se: tumhain dekh kar youn maloom hota hai ke qehet par geya ho,
patla admi: aur tumhain dekh kar lagta hai ke yeh qehet tumhari wajah se para ho
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 1001 views
Similar Jokes
Hindi Ki Madam Ne Class Mein Bachho Se Puchha: “Teacher Ka Darza Maan Se Bada Kyu Hota Hai?”
Pappu Ne Muskurate Hue Jawab Diya: “Kyun Ke Ek Maan Apni Lori Se Ek Bache Ko Mushkil Se Sulati Hai Par Ek
Teacher Apne Lecture Se Puri Class Ko Easily Sula Deti Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Ye Bakra Q Ziba Kia?
Pathan: Manat Mana Tha Wo Poora Ho Gya,
Sardar: Kis Baat Ka?
Pathan: Hmara Murga Gum Hua Tha Wo Aaj Mil Gaya Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar se kisi ny kaha,
INDIAN,
flag may tmhara kia hy,
Green4 muslim,
white4 christ,
orang4 hindu,
nothing 4u,
Sardar thught n rplied
OYE .. !
DANDA TERE PIYO DA AY!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pathan SCHEME Wali Bottle ka Dhakan,
Baar Baar Khol Kar Dekh Raha Tha.
Kisi Ne Pucha: Kya Hua?
Pathan: Khocha! Dhakkan Main Likha Hai "Try Again.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Girl:Dad, wo samne walon ka larka
mujhey bohat tang krta hai
Dad:Main abhi usey police
k hawaley krwata hoon
ta k usey sakht saza miley
Girl:Oh no Dad,
Main usey is se bhi sakht or mustakil
saza dena chahti hoon
Dad:Kiya matlab
Girl:Dad aap meri us se shadi kar dein
Dad:Waah beti waah,
intqaam leney mein bilkul apni maa pe gayi ho..:-)
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
A very fat woman comes into a store and tells the clerk,
"I would like to see a bikini that fits me."
Clerk, "me too..."
by Pak101.com (few years ago!)
Judge: Kya proof hai k tum car speed me nahi chala rahe the? Man: Sir, main apni biwi ko leny apny sasural jaa raha tha... That's All...
by Mazhar Khan (few years ago!)
girl-:teri yaad me neend udti hai,
chain khota hai kuch kuch hota hai,
boy-:doctor ko dikha lo swine flu aise hi hota hai,
by Pak101.com (few years ago!)
Ek chota baccha bahut der se ghar ke bahar khada
darwaje ki ghanti bajane ki kosish kar raha tha.Toh
ek budha aadmi aaya aur kaha:
Budha aadmi: Kya kar rahe ho beta?
Baccha: Uncle, yeh ghanti bajana chahta hoon.
Budha aadmi (ghanti bajake): Yeh lo bajgaya, ab
kya hai?
Baccha: Ab bhago!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Gang of SARDARS broke a Bank.
Instead of cash they found Botles full of Chilled Red Wine,
Happily they drank & went away.
Next day Headline aai: Blood Bank lutya gya.
by Abdul Hannan (few years ago!)