Sardar: Mere Dada ne 1857
Sardar: Mere Dada ne 1857 ki jung mein 8
dushmano ki taangein kaat di thin..
Dost: Gardanein Q nahi kaatin?
Sardar: Wo koi pehle hi kaat gaya tha..
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 796 views
Similar Jokes
Gujarati Babu aur Hindi Babu Jurassic Park movie dekhne jate hain.
Dinosaurs screen ke paas aa raha tha. Gujarati Babu darke seat ke neech chhup gayi.
Hindi Babu: Kyon Gujarati Babu, kya baat hai? Dar kyon lag rahi hai. Cinema hi to hai.
Gujarati Babu: Mein Insan hoon aur akkal hai, pata hai ki cinema hai. Lekin voh to janwar hai, usko kya pata?
by Pak101.com (few years ago!)
Ek aadmi:-kyon bachche yeh gend tumhari hai?
Bachcha:- uncle kya isse koi sheesha toota hai?
Aadmi:-nahin to..
bachcha:- haan to phir meri hai.
by Pak101.com (few years ago!)
'A Girl asked Nargis:
Aunty Aap k pass Car, Bangla our Bara Bank Balance hay.
....'
by Mazhar Khan (few years ago!)
A boss was complaining in a staff meeting the other day that he wasn't getting any respect. Later that morning he went to a local sign shop and bought a small sign that read, "I'm the Boss". He then taped it to his office door.
Later that day when he returned from lunch, he found that someone had taped a note to the sign that said. "Your wife called, she wants her sign back!"
by Muhammad Sadeeq (few years ago!)
Jahan Khawab Wahan HBL Urdu Funny Jokes Aik Pathan ko khawaab main kisi ne QATAL kar dia. Subha uth k PATHAN ne apna HBL ka Account close karwa dia. Pata hai Kyun? Kyun k HBL aap k khawabon ko haqeeqat main bdlta hai jahan khawab waha HBL…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Shaitani Chudail Ne 60 Saal Ke Pati-Patni Se Kaha.
Chudail: “Main Tum Dono Ki Ek-Ek Wish Poori Kar Sakti Hoon”
Patni: “Main Apne Pati Ke Sath Saari Duniya Ghumna Chahati Hoon”
Chudail Ne Chhadhi Ghumaai Aur 2 Tickets Aa Gaye.
Phir Husband Se Puchha: “Tum
Bolo, Kya Chahate Ho?”
Pati: “Mujhe Apne Se 30 Saal Chhoti Wife Chahiye”
Chudail Ne Fir Chhadhi Ghumai Aur Husband Ko 90 Saal Ka Kar Diya.
Moral: Aadmi Ko Yaad Rakhna Chaahiye Ki Chudail Bhi Aurat Hi Hoti Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Height of dedication
Papu 5 mint ma paper chor k chla gya
Teacher:kya hoa paper nhi aata?
Papu:wo bat nhi hai.
Mujhe aglay paper ki tyari karni hai... =P ;->
by Pak101.com (few years ago!)
BUSH baraa chalak hai....... 9 bachoon ka bap hai.. BUSH. bara nirala hai .10wa bhi aanay wala hai........waise aapus ki baat hai.........is sab main USAMA ka haath hai
by Abdul Sami (few years ago!)
6 Inch ka hai
-
-
Size normal hai
-
-
Mazboot hai
-
-
Zyadaa mota bhi nahi hai.
-
-
2 Larkiyan dekh chuki hain
-
-
Lena hai toh bolo?
-
-
Full time masti
-
-
Non stop fun
Mera
-
-
LG kg195 Moblie.
by Abdul Sami (few years ago!)
Meri mohabbt ka bhi kya ENDING tha.. meri mohabbt ka bhi kya ENDING thaprapose kiya tha mene use SMS pe jo uske SHADI tak PENDING tha..
by Pak101.com (few years ago!)