Tumhe kiun arrest kya
Santa: Tumhe kyu arrest kiya gayaa hai?
banta: maine 50 rupaye ka chillar diya. isliye.
santa: usme kya galti hai?
banta: maine chillar mein do 25 rupaye ka note
diyaa tha :-)
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 867 views
Similar Jokes
Anna : Mahangai kam karo ,
S. Pawar : Hum try karenge '
Anna : Pyar se bol rahe hai mehngai kam karo warna thappad mar ke bhi bol sakte hai
S. Pawar : Thappad se dar nahi lagta anna , anshan se lagta hai !! :P
by Pak101.com (few years ago!)
Raju- papa main kal
School nahi jaunga..
.
Papa- kyun?
.
Raju- aaj school mein
Hamara wazan kiya gaya..
.
Papa- to??
.
Raju- aaj wazan kiya hai..
Kal bech diya to
by Asim Raza (few years ago!)
Pathan & SARDAR Marne ke bad swarg meSARDAR:tu kaise mara?PATHAN:thand se or tu?SARDAR:mujhe laga meri biwi ka kisi se affair hai,Jab ghar gaya to koi nahi thaSharm ke mare 5maine atmahatya ka li.Pathan ne jor se tamacha mara aur bola,sale agar FRIJ khol k dekhtato na tu sharm se marta aur na me thandse.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Shadi se phele Ka
PYAR:
.
.
.
.
“Janu Tum Nahi
To Main Nahi
OR
Main Nahi
To Tum NAhi”
AUR
Shadi K Bad Ka
Pyar:
.
.
.
.
.
“KAMINI”
Aaj Tu Nahi
YA Main Nahi….
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher: Radio Or Akhbar Main Kia Farq Hai?
Pathan (Bohat Soch K):
Dekho Madam,
Akhbar Mein Hum Rotiyan La Sakta Hai,
Magar Radio Mein Nahi…
by Mohammad Ali (few years ago!)
muslim
lady assalmo alikum!
Angel issay jannt lel jao
hindu lady
namasty!
Angal issay dozakh mai lay jao
christian lady
hi darling
Angal issey side pay lay jao
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: TumNe Shaadi Se Pehle Kyun Nahi Bataya Ki Tumhari 2 Biwiya aur
Hain?
Husband: Bataya To Tha Ki Main Tumhe
'Mallika' Aur 'Shehzadi' Ki Tarah
Rakhunga..
by Pak101.com (few years ago!)
1 Teacher Ka Un Ki Class K Sath Group Photo Banaya Geya,
Doosrey Din Teacher Bachon Ko 1, 1 Photo Detey Huye Kehne Lagi:
"Jab Tum Bare Ho Jao Ge To Hairat Se Is Tasveer Ko Dekho Ge Aur Kaho Ge K:
... Ye Iram Hai Jo Amarica Chali Gayi,
Ye Hina Hai Jo Londan Chali Gayi,
Ye Pappu Hai Jo Boorha Ho Chuka Hai"
Pappu Ye Sunn Kar Jal K Bola:
"Aur Ye Hamari Teacher Hain Jin Ka Inteqal Ho Chuka Hai"
by Pak101.com (few years ago!)
Police: Tumhe kal subah 5 baje phansi di jayegi.
Sardar: Ha Ha Ha Ha!
Police: Kyon hasn rahe ho?
Sardar: Main to uthta hi subha 9 baje hun.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Log khty hn k 1 larki k parhny sy sara ghr taleem yafta ho jata hai
Lekin us larki k college jany sy 40 lrky fail ho jaty hn uska kya?? :P :P
by Mazhar Khan (few years ago!)