teri awaz sunnay ko
Teri aawaz sunne ko jab taras jata hoon,
Toh ghisa pita cd player chala leta hoon.
Teri surat ko jab taras jaata hoon,
Toh cartoon network laga leta hoon.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 1341 views
Similar Jokes
Interview main Sardar se pocha gaya: ek African lady jo kano se kuch nahi sun sakti ho usay kia kahain ge?
Sardar: Black Behrry
by hearthackervsgirls (few years ago!)
EK Baar Pinku aur uski puri family car mein ja rahi
thi... Tabhi Police ne car ko roka aur bola: Ye suraksha
week hai. Aap seat belt pahenkar car chala rahe ho
isliye aapko Rs 2500 ka inaam diya jaata hai. Aap is inaam
ka kya karoge? Pinku: Main isse apna driving license banwaoonga. Tabhi uski maa boli: Iski baat ka yakeen mat
karo
Daaru peekar kuch bhi bolta hai. Uske papa neend se jaage
aur police ko dekhke
bole: Mujhe pata tha ki chori ki car mein hum zyada
door nahin ja payenge....
by Pak101.com (few years ago!)
12 Boys planed to propose a girl
10 came with a rose..
But 1 came with a ring – Thats confidence
But what about the other 1?
Wo sala baraat lekar aaya – OVER CONFIDENCE!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Miss: Aaj tum late kion aye ho? School 7 baje shuru hota hay, itni dair kion ki?
.
Kid: Miss ap mairi itni fikar mat kia karain, log shak karty hain
by hearthackervsgirls (few years ago!)
aik admi dosre se: bhia ye larki kia hoti hai?
dosra:" pata nahi yar main to khud peshawar main rahta haon".
by Pak101.com (few years ago!)
MEMON K VALIMAY May,
Bar Bar PANI Pesh Kia Ja Rha Tha,
Tang Akar 1 Aadmi Nay Kaha:
Janab Halaq May Pani Phans Gya Hai Kia Thori Si BIRYANI Milay Gi;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Nojawan larki ney phone per sirf 20 min baat ker key phone rakha. Us ka baap bara khush hua kyunkey larki kabhi ek ghantey sey kam baat nahi kerti thee.
Us ney beti ko is tabdeeli pe mubarakbaad di or kaha, “Kia saheli sey baat ho rahee thee?”
Larki ney jawab diya, “Ji nahi, wrong number mil gaya tha”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boss: Tumhare Father ka kya naam hai?
Servant: Bijli Deen
Boss: Ye kaisa naam hai?
Servant: Sir, pehle unka naam Chiraag Deen tha, lakin jab se Science ne taraki ki hai unhon ne apna naam Bijli Deen rakh lya ha
by Pak101.com (few years ago!)
Jab question paper ho out of control,
Answer sheet ko karke fold,
Aeroplane banake bol..
…..
…..
…..
…..
…..
…..
All is fail !
by Pak101.com (few years ago!)
Santa’s Son: Papa aaj meri Miss ne aisa sawal pucha jiska jawab sirf Merey paas tha.
Santa: Oye Shabash puttar, kya sawal tha?
Son: Ye class main PAAD kis ne Mari?
by Pak101.com (few years ago!)