Student
"The life is so short even to complete your sleep, I wonder how people find to study"
.
(William kaamchor )
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 1248 views
Similar Jokes
Aaj Girl Friend ki shadi main jaa k ye Ehsaas hua
Faraz
K Biryani achi ho to Mohabbat bhi pheki lgti hai
( ',')/
/)( de na Yar.
LL
by Mazhar Khan (few years ago!)
Interviewer: what is your birth date?
Sardar: 13th October
Which year?
Sardar: Oye ullu ke pathe _ _ _ EVERY YEAR
by Abdul Hannan (few years ago!)
Jab kisi lovers ka break up ho jata hai tab,
Ladki:(gusse se) aaj ke baad tum mujhe bhul jana.
Ladka:(pyar se) na tere aane ki khushi na tere jaane ka gam kiya,
Ja behna aaj tujhe bhi bhula diya.
by Pak101.com (few years ago!)
Jailar : Phaansi Se Pehley Kis Se Milo Gay?
Santa : Bivi Se
Jailar : Maa Baap Se Nahi ?
Santa : Maa Baap to Paida Hote Hi Mil Jayen Gay
Biwi ke Liye Sala Phir 28 Saal Intezar Karna Parega…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek pagal ne ek aadmi ko thaper maara.
Dono ko adalat mein le jaya gaya to judge ne pagal ko saza sunayi k tum 5 rupay jurmana adda karo ge.
Pagal ne 10 rupay de kar ek thappar judge ko bhi maar diya.
Aur kaha.
"Dono 5..5 rupay le lo.
Mere paas khullay nahi hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Ajj Mare Wife Nay Muj Ko Bohat Maraa ……!
Iss Nay Muj Say Poucha Ka Shaadi Ka Baad
Aghar Main Maar Gahee Too Tum Kia Karoo Gai
Main Nay Kaha Janoo Main Pagal Hoo Jahoo Ga
Too Iss Nay Kaha Sach Matlab Tum Dosri Shaadi Nahi Karoo Gai
Main Nay Kaha Ka Main Too Pagal Hoo Jahoo Ga
Aur Pagal Kuch Bhi Kar Sakta Hai
Bass Iss Baat Per Iss Nay Bohaat Mara Muj Ko
by Pak101.com (few years ago!)
Baap: Sharab, Cigarette, Larkiyan Ye Sab Tumhari
Jaan k Dushman Hain.
.
.
.
Beta: Jo Shakhs Apne Dushmano Se Bhaag Jaye Wo
Mard Nahi Hota Abba. :-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
*LARNE se MOHABBAT barrhti hai.
"FÄRÄZ".
Ye keh kr Wo Meri Ankh py "Mukka" Mar k bhag gai!
... .
.
.
.
.
<(',*)
("( /
/ /
Dekh yr PAGAL ki Bachi ko.....
Bolti hai k
12 Mahiney me
12 Tareeqey se Tujh pe Pyar Lutaon gi Main
Abi to ek Tareeqa howa hai or 11 baki hai:
by Pak101.com (few years ago!)
Commerce professor asks the student: what is the most important source of finance for starting business? Student: "Father in law".
by khalid hussain (few years ago!)
Ameer Larkay ny apni grlfrnd sy gift manga,
Larki ny apni totti hoi joti ka talwa day diya,
Larka wo talwa lay kr sunar k pas gaya or kaha:'Ye
chandi k box me saja do'Sunar nay 2 din ka time
diya.
2 din baad jab larka leny aya to sunar nay
pocha:'ye kis buzurg ki jouti ka talwa hai?'
Larka:'ye buzurg ka nahi meri girlfriend ki jouti ka
talwa hay'
Sunar:'begairt pehly Q nahi bataya hum sab ghar
walon nay is ko 3,3 dafa dho k piya ha
by Tanveer Hussain (few years ago!)