Tumhari income nka source
Banta to Santa: Tumhaare income ka source kya
hai
Santa: Maine apne upper ka portion kisi ko rahane
kiraye par diya hai
Banta:kamaal hai wo pure din tumaher upper kaise
rahata hai
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 790 views
Similar Jokes
Judge: Tum Teesri Bar Adalat Me Aarhe Ho, Tumhe Sharam Nahi Aati?
Pathan: Tum Roz Aata Hai,T
Tumko Aati Hai Kya??
by Pak101.com (few years ago!)
Muje awaz de lena
Kabi icecream lao to
Kabi murghi pkao to
Mujhe awaz de lena
wallet men maal ziada ho
Jo shopping ka irada ho
Muje awaz de lena
Tumhare dress unfit ho
Make up ki extra kit ho
Mujhe awaz de lena
Kabi concert pe jana ho
Kahin hular mchana ho
Zra na tm sharmana
Zra na tm ghabrana
Muje awaz de lena
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan to shopkeeper:Easy Load hai?
Shopkeeper: Jee haan janab.
Pathan: 10 ka naswar Load karo..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Bacha park mai betha ek ke baad ek toffee kha raha tha.
Paas betha 1 aadmi bola: Jo zada metha khata hai wo jaldi mar jata hai.
Bacha: Aap ko maloom hai mere dada ki umar 100 saal hai.
Admi: Wo metha kam khate hon ge?
Bacha: Nahi, wo apne kaam se kaam rakhte hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
IK LARKA LARKI SE : KABHI BHI KISI KO PATANA HO TO USE KHUD SE DUR HI RAKHANA..
LARKI: ISI LIA TO TUMHAI KHUD SE DUR NAHI JANE DETI..............
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher-chand pr pehla kadam kisne rakha tha?
Student-neil armstrong.
Teacher-aur doosra?
Student- hadh karte ho sir
wo langada thodi
na tha.dusra kadam
bhi usi ne rakha hoga na.
by Pak101.com (few years ago!)
sirdar jee nay yaar k saath mil ker post office mean dakaa dala aur jaldi maen aik aik bag utha ker bhaag gayay. Bohat maheeno kay baad milay tou aik doosray say poochnay lagay k bag mean kiya thaa aur kia kia kiya.
pehlay nay kaha khoob paisay say maza kiya. car lee ,holidays per gaya.
tum nay kia kiya? doosra kehnay laga meray bag maen tou bill he bill thay. phir tum nay kia kiya? thora thoray ker k pay ker raha hoon.
by Haris Abbas Qureshi (few years ago!)
Dulha: Aaj se tum meri Zeenat ho, Tabasum ho, Tamanna ho…
Dulhan:
Sharma k…
Ji Aaj se aap b mere liye
Naveed ho,
Tahir ho,
Imran ho.
Kamran ho..;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Yaar Mujhe logon Ne Social Work Kerne Per ßOht Maara..
dost: SociaL Work?
,
,
,
Pathan: Haan
Mein Ne Qaßristan k Gate Pr WeLcome Ka Board Lga dia Tha
by Zia Rasool (few years ago!)
Noker:sahab g uth jao zalzala ho raha hai.
Sardar:so jao bewakuf hum karyadar hai nuqsan malik ka hona hai humara kia.
by Sabir shah (few years ago!)