student
Har Sawal Se Dat Kar Ladna,
Fekne Me Kami Mat Karna,
Mouka Mila To Peche Bhi Dekhna,
Aur Ek Baath Yaad Rakhna,
Aage Wala Ka Paper Apna Samajhna
by inayat khan (few years ago!) / 827 views
Similar Jokes
Father: When I was a young man, girls knew how to blush.
Son: What did you say to them?
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikari: Amma thoda sa khana dena
Amma: Abhi khana nahi bana hai
Bhikari: To banane ke baad miscall kar dena
by Pak101.com (few years ago!)
golu-madam aap murgi hai kya teacher- q golu -aap mujhe hamesha test mein anda deti hain
by Pak101.com (few years ago!)
Kisi behri jahaz main kain log safar kar rehy the achanak aik chota sa bacha samandar main ja gira, jahaz main halchal mach gai, thori der bad aik nojawan bachy ko good main liye samandar se nikal aya. logo ne is ki bahadari ki tareef ki.& & &
Nojawan bola:”who sab to thek hay magar ye batao, ke muje Dhaka kis ne diya tha.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek admi ne zindagi se tang aa kar kaha
"Es zindagi se tu Mout achi hai"
.
Ek dam farishta aya owr bola ke "mai tumhy lainy ayah on"
.
Admi bola: Lo ab insaan mazak bhi nai kar sakta
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 Bacha Ghar se Mar kha kar Ghussay mein school ja raha tha ..
Raste mein kisi ne Pocha:
'Beta..
Student ho? Padte ho?'
Bacha:
"Nhi Kanjar hun,
by Pak101.com (few years ago!)
1 patan ne jali note banaya orr Quaid-e-azam ki topi bhol gaya
Jab dukandar ko dia tou dukandar ne kaha:
Iski tou topi nahi hay.
Pathan Bola:
Ye Quaid-e-azam lala ki garmion ki tasveer hay…=P;->
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Chor
Ek Gangster
Aur
Ek Murderer
Ek Hi Gadi Me Jaa Rahe The..
Tab
Wo Gadi Kaun Chala Raha Tha
?
?
Socho
?
?
Ek POLICE OFFICER..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
School bus mein driver k peeche
baitha baccha khud se baatein kar raha tha.!
"Agar meri maa hathni aur baap hathi hota
to mai ek chota hathi hota...
hahaha.."
"Agar maa chirya aur baap chira hota to
mai 1 chira hota...
hahaha."
"Agar maa sherni aur baap sher hota to
mai chota sher hota...
Hahaha."
Driver ko ghussa aa gaya
aur bola:-
"agar teri maa kamini aur baap kanjar hota to tu kya hota??"
.
.
.
.
.
Baccha:- phir mai bus driver hota..! :D :P :O
by Pak101.com (few years ago!)
1 Building k 100th Floor par 3 Dost rehte the.
1 din Lift khrab thi, Unhon ne Sirrhiyon se uper janey ka faisla kiya.
Boriyat se bachney k liye ye Decide kiya k
1st Friend kisi Jung ki story sunaye ga,
2nd koi Funny story, aur
3rd koi Sad story.
1st ne Jung ki story sunai aur 50 floor tak pohanch gaye,
2nd ne Funny story sunai aur wo 99 floor tak pohanch gaye,
Phir 3rd Sad story sunaty houy rony lga aur kaha k GADI DI CHABI FLAT VICH REH GAI A :(
by Mazhar Khan (few years ago!)