To Knw Ur Curent Bill Dial 123
Sarder: Mera Bill Kitna He?
Call Center Girl:
To Knw Ur Curent Bill Dial 123
Sarder: Abe Gdheki Aulad
Me Curent Ka Nhi Mobile
K Bill Ki Bat Kar RAha Hu!
by Pak101.com (few years ago!) / 991 views
Similar Jokes
1 Pathan Namaz parh raha tha
.
To dosra usky bare mai kesi ko bata raha tha ke yai boht Namazi owr naik banda hai.
.
Pathan Namaz thor kar bola:
Es ko bolo ke "hum ne Haj bhi kia hai"
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Santa: Yaar mene ek chij notice ki haiN Banta: kya?
Santa: mene hamesha note kiya hai ki jab railway fatak band hota hai to train jarur aati hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Shikwa hamein manzoor nhi…
Aaj na koi bahana hoga …
Aap ko hamari khushiyoun ki qasam…
Next saal aap ko Nahana hoga
by Mazhar Khan (few years ago!)
Wife: Aap bahut mote ho gaye ho.
Santa: Tum bhi toh kitni moti ho gayi ho,
Wife: Main toh maa banne wali hoon!
Santa: Main bhi toh baap banne wala hoon
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Jeeto: yelled at Santa! U're gonna b really sorry!
I'm going to LEAVE you!
Santa: Make up ur mind! Which one is it gonna be?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Father: Tumhe kaisi biwi chahiye? Son: Mujhe chand jai si biwi chahiye, Jo raat ko aaye aur subha chali jaye
by Pak101.com (few years ago!)
Boy to girl at a dance party: Kya tum mere sath dance karogi......??
.
.
Girl reply: Main bacche ke saath dance nahi karti.
.
.
.
.
.
Boy: Sorry mujhe pata nahi tha ki aap pregnent ho..:P
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Baar Santa Ke Gaanv Mein Ek Minister Aya Hua Thha
Logo Ne Apne Gaanv Ko Sudhaarne Ke Liye Kayi Cheezo Ko Maang Ki
Santa Bhi Bola: “Hume Apne Gaanv Mein Pul Chahiye”
Minister Hairan Hote Hue: “Par Tumhare Gaanv Mein To Koi Nadi Hi Nahi Hai”
Santa: “To Fir Hume Nadi Bhi Chahiye“
by Pak101.com (few years ago!)
Beta- yeh hathiyaar kya hota hai?papa-beta
hathiyaar woh hota hai,jisse hum ladte hain.beta-
isska matlab mummy hathiyaar hain..gud afnoon
by Tanveer Hussain (few years ago!)
American: Hamare yahan shaadi e-mail se bhi hoti hai.
Laloo: Kamal hai hamare yahan to shaadi sirf female se hoti hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)