Funny
A Man Jumpd into Water & Didnt Come Out
Anothr Man Jumpd into Water & Didnt Come Out
A Pathan Scientst Was Watching
& Concluded
“Humans r Soluble in water”
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 974 views
Similar Jokes
ONE BROTHER AND SISTER WERE WALKING DOWN ON A ROAD
AFTER SOME TIME :
BROTHER TO SISTER : " behen , parda karo, Aage punjabiyo ka mohaLLa hai "
AFTER SOME TIME
SISTER TO BROTHER : "bhai , ab tum parda karo , Aage pathano ka mohalla hai "
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pappu-dada ji kya aap badaam khate he?
Dadaji-nahi, mere to daant hi nahi hain
Pappu-fir thik hai, ise aap rakhiye, mai school se aakar le lunga..
by Pak101.com (few years ago!)
1 Mast SHair Arz Hai
-
Hum To BadnaSeeb Hai K TarSay TEri Aik Deed ko
-
.
Hum Se aCHa To Bathr0oM Ka Lota Hai Jo Dekhay TEri Har CHEz Ko
by Mazhar Khan (few years ago!)
traffic police: aap 180 ki speed se q ja rahe ho?
pappu: aap logon ne he tuo side wale board pe likha hai
.
.
.
.
.
.
"yaad rakhiye ghar pe koi apka intizar kar rha hai...!!!
by Sajjad Qureshi (few years ago!)
Raaaaaaaaaaaabert iss harami ko liquid oxygen may daal do ! Liquid issay jeenay nahi day gaa, oxygen issay marnay nahi day gaa!
Sheeshe ko sheesha kat ta hai, lohe ko loha kat ta hai, tujhe paagal kutta katega.
by Pak101.com (few years ago!)
Frog: Tumhare paas dimaag nahin hai. Santa: Hai.
Frog: Nahin hai.
Santa: Hai.
Frog: Nahin hai & jumps into the well.
Santa: Isme suicide karne waali kya baat thi.?
by Pak101.com (few years ago!)
Urti Chirya Kay Parr Gin Na
Hum to udti chidya k bhi par gin lete he,
Pathan: Is me mushkil hi kiya hai
2 hi to
hota hein
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Munna bhai:apun ko kaisy pata chalay ga k ye bakra hai ya bakri?”
circuit:”simple bhai ,pathar mar kar dekho, ager bhaga to bakra aur ager bhagi to bakri.
by Pak101.com (few years ago!)
Me dilse dua karta hun k Allah ap ko
imran,
asif,
nasir,
faisal,
masood,
bilal,
sohail
aur wasif de,
8 bache kafi hain ya aur bi mangun
by Sabir shah (few years ago!)
Lion- O budhia ruk, mujhe tera khooon peena hi.
Budhia- lion bhai kisi javan ladki ka pio uska khoon
garam hoga,
Lion-nahi aaj mera COLDDRINK pine ka man hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)