Raju ne mujhe kiss de fiya

suma: maa, raju ne mujhe kiss de diyaa
maa: haan kya? rukho main poochti hoo.
suma: nahi maa. tum poochoge to woh nahi degaa

by Tanveer Hussain (few years ago!) / 922 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Ek Tution Teacher Apne Student

Ek Tution Teacher Apne Student Se Bolta Hain,Home Work Nahi Karke Laaya To taange Tog doonga.

Funny Student: Sir App Apne Customer Se Aise Baat karte hain??

by Pak101.com (few years ago!)
Uske pyar mein meri kismat jaag gyi,

Santa- arz kiya hai........
Uske pyar mein meri kismat jaag gyi,
Uske pyar mein meri kismat jaag gyi,
Maine usko itne khat likhe ki
... ..
..
..
..
woh postman ke saath bhag
gayi..

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Tum Kyun Shanti Se Soye Ho

Ek Mental Hospital Mein Saare Pagal Ro Rahe The.

Ek Pagal Chup-Chap So Raha Tha.

Doctor Ne Puchha: “Tum Kyun Shanti Se Soye Ho?”

Pagal: “Main Mar Chuka Hoon, Isliye To Sab Ro Rahe Hai

by Pak101.com (few years ago!)
Lady Assistant

Lady Assistant:
Sir, Ap Ki Wife Ap Ko Phone Par Kiss
Karna Chahti Hain.

Boss:
Msg Receive Kar Lo, Baad Mai Tum Se Lay Longa

by Pak101.com (few years ago!)
HEIGHT OF LAZINESS

HEIGHT OF LAZINESS:

Boy: Papa 1 glass pani de do

papa: khud le lo.

BOY: plz de do na

Papa: Ab manga to thapar maronga.

Boy : Thapr marne aao to pani lete aana

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar Friend Se

Sardar Friend Se
Aaj Raat Mein Nahi Soun Ga.
Friend: Kyon?

Sardar: Khwaab Mein Pathan Se Larai Ho Gayi Hai.

Friend: To Kya Hua??

Sardar: Aaj Woh Bandy Le Kar Aye Ga.

by Pak101.com (few years ago!)
LAALU JI EK MAHINA BUSH SE

LAALU JI EK MAHINA BUSH SE TRENING LEKAR VAPAS AAYE.EK DIN PHONE AAYA.LAALU JI BOLE.
"who are u"

BUSH NE KAHA.
ARE SASURA HUM BOL RAHA HOON BUSHVA?

by Pak101.com (few years ago!)
Santa bakri leker bus me chadha

Santa bakri leker bus me chadha is baat pe cndctor ne use dhakka maar k bahar kar diya.santa bola-Agar mere sath ladies sawari na hoti to phir mai tujhe batata.


by Pak101.com (few years ago!)
Kiu ke churi ooper hai

Kuch pathan cow ko first floor per le ja rahay thay.

Admi: Is ko ooper kiu le ja rahe ho??

Pathan: Zibah kerne ke liye.

Admi: Magar ooper kiu?

Pathan: Kiu ke churi ooper hai..

by Abdul Hannan (few years ago!)
Sardar

Sardar: Itnay saray log football ko laat kion mar rahay hain?
.
Admi: Goal karny ke lie
.
Sardar: Gol hi tu hai, owr kitna gol karengay?

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Patient To Nurse

APRIL FOOL manaya

Santa- Insaan Ko Zindagi Mei..

What is the difference betwe..

1 Ship 300 pagalo ko le ja r..

Baap ne Bete ki Talashi Li

Sardar: Tum Shadi Shuda Ho?

Darling, if you marry me

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook