Brilliant Santa
Our brilliant Santa does it again-
Teacher- Which is ur favourite dish?
Santa- TATA SKY!!! ;
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 950 views
Similar Jokes
Funny Teacher: Aaj tum late kyun aaye ho School 8 baje shuru hota hai.
Funny Kid: Madam, Aap meri fikar mat kia karo, School shuru karwa dia karo.pk.
by Pak101.com (few years ago!)
Mujh Se Koi Ghalti Ho Gai He Kia?
Pichhle Ek Mahiney Se Mujhe Ignor Ker Rahe Ho, Plz Aisa Mat Karo
.
.
Tumhara Piyara
.
“SAABUN”..:-)
Plz Naha Lo Yaar ! Sardi Kam Nahi Ho Gi..:-p
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aik Din 1 Larki Nay Larkay Say Sawal Kia:
Tum Mera Sath Kab Tak Chahtay Ho?
Larka Ro Diya Our Apnay Aansoo Ka Aik Qatra Samandar Main Gira Diya
Our Kaha: Jab Tak Tum Is Aansoo K Qatray Ko Dhoond Na Lo…
Is Par Samndar Bhi Ro Diya Our Kaha: Ay Pakistanio.
Tum Ye Funkariyan Our Dramay Baziyan Sekhtay Kaha Say Ho?
Larkay Nay Muskura Kar Kaha:
Dr Tahir ul Qadri Say….
by Mazhar Khan (few years ago!)
Tony: Boss Maine Galati Nhi Kiya.
Fir B Aap Muje Saza Q De Rahe ho?
Ajit: Idiot,Zamana Pre-Paid Ka Hai
Pahle Saza Bhugato,Baad Me Galti karo..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Larki: Main shaadi ke baad tumharay saray dukh baant lun
gi.
Larka: Mujhay tou koi dukh nahi hai.
Larki: Main shaadi ke baad ki baat kar rahi hun.
by @irha@ (few years ago!)
Ye Keh Kar Mere Dushman Bhi Mujhe Mere Haal Pe Chhod Gaye Ki Aye Fursat,
Teri Girlfriend Hi Kafi Hai, Tujhe Satane Ke Liye.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ne pressure cooker kharida.
2sray din wapis dene chala gya.
Shopkeeper:- Kyon Khan g cooker thek nahi kya?
Pathan:- Aray nahi baba ghar mein jawan betiyan hen aur ye badtamiz sitiyan marta hai.
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
3 Fastest ways to spread rumors
Tele - phone
Tele- vision
Tele - Women
by Umair Shah (few years ago!)
Santa Found Answer 2 d Most Difficult Question
Ever
What Comes 1st dT Chicken Or Td Egg? O Yaar
Jiska Order Pehle Doge
Vo Aayega!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Bacha Ghar se Mar kha kar Ghussay mein school
ja raha tha ..
Raste mein kisi ne Pocha:
'Beta..
Student ho? Padte ho?'
Bacha:
"Nhi Kanjar hun,
by Tanveer Hussain (few years ago!)