Aik pathan masjid se joota churata pakra geya
Aik pathan masjid se joota churata pakra geya
Logon ne kaha ess ki tind kar doo
Woh pathan masomiat se bola
Meharbani kar ke aik paoon wapis le lain or Meri fauji cutting kar dein
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 875 views
Similar Jokes
Maalik Naukar say:
yeh tum kisi bhi kaam k liye jaatay ho to wapas aanay main
2 - 3 ghantay kyun laga daitay ho. ?
Naukar:
sahab aap nay he to kaha tha k bijli ki tarah kaam karna ..
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: agr ma mar gya to tum dusri shadi kar lo gi?
Girl: Nhi ma apni bhen k pass reh lu gi.
Girl: Agr ma mar gai to?
Boy: Ma b Tumhari Bhen k sath reh lu ga ..
by haleema sadia (few years ago!)
Pati-Patni movie dekhne gaye
Pati ne ek paan laker patni ko diya
Patni boli: Aap apne liye b le lete?
Pati: Mai bina paan ke b chup rhe sakta hu.
by Pak101.com (few years ago!)
Tumhe Dekh Kar Aisa Lagta Hai Ki Insaan Pahle Bandar Tha! Dekho Ghussa mat Hona Warana Aisa Lagta Hai Ki Insaan Aaj Bhi Bandar hai
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa : Soch Raha Hu Ki USA Ghum Aaun,Kitna Paisa Lagega?
Banta : Kuch B Nahi
Santa : Kaise?
Banta : Sochne K Liye Paise Nahi Lagte
by hearthackervsgirls (few years ago!)
During The Match
Batsman LBW Hua..
SANTA:
Log HumE Pagal Samajhte Hain..
Yaha To Sab Pagal Hain..
Lagi Batsman Ko Hai Aur Bowler Cheekh Raha hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar talking on cell.
2nd Sardar : Kis se baat kar raho ho.
1st Sardar : Biwi se…
2nd Sardar : Itne… Pyaar
1st Sardar : Tumhari hai…
by Mohammad Ali (few years ago!)
TEACHER-pani me rahana wale 6 jiv jantuo ka nam batao
BOY-mendak
TEACHER- 5 NAM OR BATAO ....
BOY- mendak ki mummy, mendak ka papa, mendak ki behan, mendak ka bhai, or mendak ki GF.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Baar 1 chor ne apni mangetar ko sone ka set dia
Mangetar ne khush ho k pucha is set ki keemat kya h?
Chor ne jawaab dia....:
Teen Saal Qaid...!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ko Ladies Garments Shop Mein Salesman Ki Nokri Mili.
Aik Larki Aayi Aur Kaha:
Underwear Dikhao.
Pathan (Sharmate Hue):
Baaji ! Aaj Nahi Pehna..
by Pak101.com (few years ago!)