Pathan Ko Gali Me Para 100
Pathan Ko Gali Me Para 100 Ka Note Mila, Jis Pe Likha Tha
“Eid Mubarak”
Pathan Ne Chup K Se Note Jeib Me Rakhte Huye
Kaha
“Khair Mubarak”
by Pak101.com (few years ago!) / 1018 views
Similar Jokes
Ek Khubsurat Teachr ne 3 Bcho ko Thapr Mara
Punjabi Bacha: Sori Mam
Pathan Bacha: Hamara Kia Glti Hai Mam
...
Multani : Aaaaahhh!Maza Agya..:-):-P
by hearthackervsgirls (few years ago!)
A lawyer was on his cell phone, calling a locksmith.
"I locked my keys in my sports car!" said the nervous lawyer.
"No problem, I should be there in about an hour," replied the locksmith.
"Do you think you can make it a little sooner?" pleaded the lawyer. "My top is down and it’s starting to rain."
by Pak101.com (few years ago!)
Girlfriend to Boyfriend: Mera ladla, mera pyara, mera chhona, mera gugla.
Muj se shadi karoge? Bolo baby, bolo na!
Funny Boyfriend: Tum mujhe propose kar rahi ho ya adopt ?
by Pak101.com (few years ago!)
Phatan train me su su kr k aya..
BV:Ap ka pyjama geela kyu hy?.
Phatan:Toilet mein likha hy“Jisam ka koe b hesa bahir na nekale”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sindhi ne sheikh ko khoon dey k uski jaan bachai.
Sheikh ne usay MERCEDEZ gift kardi.
Sheikh ko phir khoon ki zarorut pari, Sindhi ne phir khoon dia. Ab k bar Sheikh ne till waly laddu gift kiye.
Sindhi: Ghusse se, mercedez kion nahi di?
Sheikh: Munna…!! Ab hamarey ander bhi sindhi ka khoon dor raha hay..!!
by Pak101.com (few years ago!)
Husband Wife Mai Larai Hui
Husband Ghar Se Chala Gaya
Husband: Raat Ko Fone Pay Khanay Mai Kia Hai
Wife:Zehar
Husband:Mai Dair Se Aoonga
Tum Kha Kar So Jana..
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Ghar mai maira hukam mana jata hai. Mai kahta Garam pani le awo, tu usi Time le aty hain
.
Friend: Garam Pani kion?
Sardar: Garam Pani Se bartan achy dulthay hain
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
aik dafa aik hathi aik naddi ma naha rha tha,
k achanak kinary par choha aya aur hathi ko baher any ka ishara kia..
Hathi baher aya tau chohay ne kaha: "Bas theek hai ab tum wapis jao"
Hathi ne pocha: "ye kia baat huwi, mujhe bhulaya q tha?"
Choha bola: "ma sirf ye dekh rha tha k kahein tum mera neiker phen kar tau nhi naha rhy."
by WAQAR (few years ago!)
Santa- Roz subah 50 ladkiyan mera intezar karti hain.
Banta- are wah, Wo kaise?
Santa- Mai Girls College Bus ka driver hu...!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar and Doctor Joke
Sardar 2 doctr: Mujhe 1 problem hai
DR: Kya?
Sardar: Baat karte waqt aadmi dikhai nahi deta
Dr: aisa kab hota hai?
Sardar: Phone karte waqt
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)