hathi and choha
aik dafa aik hathi aik naddi ma naha rha tha,
k achanak kinary par choha aya aur hathi ko baher any ka ishara kia..
Hathi baher aya tau chohay ne kaha: "Bas theek hai ab tum wapis jao"
Hathi ne pocha: "ye kia baat huwi, mujhe bhulaya q tha?"
Choha bola: "ma sirf ye dekh rha tha k kahein tum mera neiker phen kar tau nhi naha rhy."
by WAQAR (few years ago!) / 1064 views
Similar Jokes
'1 gujjar ko zorr se cheenk aai to us ki dhoti gir gai,
Wo dhoti pakar k bola :....'
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa 60th B'day Bnta-Ye Cake Pe bulb Q lagaya
he? Snta-60 Candls lagane Me Mushkil ho Rhi thi
Isliye 60Watt k bulb laga diye
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Pathan larki se: Hum se shadi karo tum ko Sawaab milega.
Larki: Woh kese?
Pathan: Hamara shadi hogi, bacha hoga.
Hum bachay ka naam Sawaab Khan rakhay ga.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pathan Ka Bacha.,,
Abu Ham Ko Baja Dilao..
Pathan:
Nahe Khocha Tum Sab Ko Tang Kare Ga…
Bacha:
Nhi Abo Khuda Ka Kasam
Jab Sub Sojaye Ga Hum Tab Bajaye Ga.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ki 10 betiya thi phir ja
kar uske ghar ek beta hua.
Santa ne uska naam kya rakha hoga?
MUSHKIL SINGH. !
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Batao Zamin Or Chand Ka Apas Me Kya Rishta He
Pathan: Bhai Behn Ka
Techer: Wo Ksy?
Pathan: Q K Log Chand Ko Mamu
Or Zmeen Ko Maa Khty Hen.
“Geo Pathan”
by Mohammad Ali (few years ago!)
Santa ko rota dekhkar Banta ne pucha kya hua?
Santa : Meine 2 ton ka AC kharida,
ghar aakar tola to sir 35 kilo ka nikla!
by Pak101.com (few years ago!)
I Was In A ‘Taxi’ When The Taxi Driver Said: “I Love This Job..! I Am My Own Boss; & No Body Tells Me What To Do..!” Then I Replied: “Aage Sey Left Le.
by haleema sadia (few years ago!)
Pati: Aaj sunday hai aur aaj jee bhar ke aish karna….Movie ke liye 3 ticket laayaa hoon.
Patni: Teen kyun ?
Pati: Tumhara aur tumhaare papa mummy ke liye.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Electric Shop Pe Gaya Aur Dukandar Se Bola
Santa: “Ek Kala Bulb Dena”
Dukandar: “Bhai Sahab, Kale Bulb Ka Kya Karoge?”
Santa: “Yaar, Dopeher Ko Andhera Karke Sone Ka Mazaa Hi Kuch Aur Hai“
by Pak101.com (few years ago!)