Kuch log
Kuch log dozak mein bary aram se soay huy thy
Farishta : yaar ye koon log hain?
Daroga : ye sab pakistani hain loadshading ki waja
se garmi ki aadi hain .
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 924 views
Similar Jokes
1dost:Agr Me Subah Apni Car Me Niklu To
Sham Tak Me Apni Aadhi Zamee B Nahin Dekh Sakta
2ra dost:Hamare Pas B Pahle Aisi Hi Car Thi..:P:P
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Class Mein Teacher Ne Santa Se Puchha.
Teacher: “Radio Or News Paper Mein Kya Farq Hai?”
Santa Ne Kuch Der Socha Aur
Bola: “Dekho Madam, News Paper Mein Hum Roti Lapet Ke Le Ja Sakte Hai, Magar Radio Mein Nahi Le Ja Sakte“
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ki Tang Me Gehra Cut Lag Gya
Nurse: Is Me 10 Tankey Lage'nge
Pathan : Ktna Kharcha Hoga?
Nurse:3000
Pathan:tanka Lgwana Hy
Karhai Nhi Karwani
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek makhi ki halat bohat khrab thi
wo doctor k pas gai
Doctor! Kia hua?
Makhi: bas g chaey main gir gai thi sheikh sahb ne choos choos k bura hal kar dia hai.:-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Can u think k
"2+5=11"
kaise aye?
Socho-Socho
Nahi maluum?
Thora aur dimag lagao
Abhi bhi nahi?
OK let me tell u k
kaise aye
"GHALTI SE"
by khalid hussain (few years ago!)
Ek Din Jab Tumari Shadi Ho Jayegi,
Tab Tumari Biwi Ke Pet Mein,
Mera Haan Mera,
100% Mera Hi,
.
.
.
.
.
.
Bhatija Hoga …
Sale Dost Pe Shaq Karta Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Wife:”
Mujhe kisi mehangi jaga le ke chaliye na ji”
.
.
.
Husband:Chalo, tayyar ho jao…”
.
.
.
.
.
Petrol pump chaltay hain
by Pak101.com (few years ago!)
A policeman to his son : Tumhara result aacha nahi aaya.
Aaj se tumhara khelna aur TV dekhna band.
Beta : Ye 50 rupay pakdo aur ess baat ko yaheen dabado
by Pak101.com (few years ago!)
Delhi se Mughalsarai jaanewali ek train mein kuch budhyijibi type ke log sawar thy..
Woh log jor jorse antarrashtriya stor ke batien kar rahe thhe.
Upar ke birth par so rahe ek brahmin ko bahut pareshani ho rahi thhi.
Batien karte karte ek sajjan bole, “pahle punjibaad aya, fir samyabaad aur aab samajbaad ayega.”
Tabhi upar se woh vyakti chillaya, “bhaisaab jab Ilahabaad aye to mujhe thora jaga dena!!!”
by khalid hussain (few years ago!)
Admi: Tum Bahaduri Wala Kon Sa Kaam Kr Sakte Ho?
Pathan: Mai Snake K Sath Khel Skta Hon
Admi: Wo Kese?
Pathan: Hamare Mobile Mai
Snake Wala Game Jo Hai;-)
by Pak101.com (few years ago!)