Ek pagalkhane me
ek pagalkhane me -
doctor- ne ek pagal se pucha, cht se kyu latak
raha hai
pagal- kyuki main ek bulb hoon!
doctor- phir jal kyu nahi raha?
pagal- ye India hai ! light gaye hui hai!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 831 views
Similar Jokes
Jagjit Singh: Ye daulat bhi lelo.. Ye Shaurat bhi lelo. . . Ye daulat b lelo,ye shaurat b lelo... Santa: Ye bechara bahut pareshan hai iski aurat bhi lelo..
by Pak101.com (few years ago!)
Larkay waly:
bus g juldi se shadi kr daen.
Larki walay:
Nai abi larki parh ri hy
Larkay walay:
To hamara larka kon sa kaka hy jo kitabein phaar dy ga:-).
by Abdul Sami (few years ago!)
Pathan k paas 1 mehman aaya.
Pathan bola: ”o yara is pankhe k niche betho tumhe sawaab milega.
Mehman:wo kese?
Pathan: hm ye pankha masjid se utaar k laya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Yaar Bbachpan Me Main Teesre(3rd) Floor Se Gir Gaya Tha . . .
Banta: Tou Phir Bach Gaya Ya Mar Gaya. . . ?
Santa: Yaad Nahi Hai Bohat Purani Baat Hai. .
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa- mera ghar itna bada hai ki andar local train chalti hai
Banta- mera ghar to itna bada hai ki kone me chale jao to roaming lagti hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek chote bacche ne apani pregnant mummy se pucha : Isme kya hai? Mummy : Issme pyara sa Baby hai. Baccha : Itana pyara tha to khaya kyu ussko?
by Mohammad Ali (few years ago!)
Santa ki Taang me Gehra Cut lag Gya Nurse-Is Me 10 Tanke Lgenge
S-Kitna kharcha hoga?
Nurse-3000
S-Tanka Lagwana He Karhai Nai Karwani
by Pak101.com (few years ago!)
Height of Insult on FB *
.
.
GirL : " Why U LIKE aLL my Comments, Posts & Photos?"
.
... .
.
.
.
BoY : " BeCoz, I wanna See UnLike On Them aLL..!!! " :-P :D
by Pak101.com (few years ago!)
POLICE:ye car parking me cycle q park ki?
SANTA:jab irado me ho dugni chamak to kapdo me q nahi?
POLICE:kya?
SANTA:sirf do pahiyo ka fark he uncle Aa jayege!
by Pak101.com (few years ago!)
aaik pathan darwaza khol k naha raha tha
kisi ne poocha LaLa aisa kion karte ho ?
Pathan : yara ham ko shak he khamein darwaze ke neechey se koi dekhta he…….
by hearthackervsgirls (few years ago!)