Tum pass nhi hue
Pita Tum Pass Nahi Hue Ho Tumhara Naam Paper
Me Nahi Hai
Beta Sabhi Panne Bhare Hue Hain,
Ab Mera Naam Kahan Likhte.?
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 925 views
Similar Jokes
Teacher: Tumhare Abbu ka kya naam hai?
Pathan: Google Khan
Teacher: yeh kaisa naam hua?
Pathan: hum jahan b hota hai, wo humko dhoond hi leta hai
by Mohammad Ali (few years ago!)
ek khaali ghar ki diwaar py likha tha k uper khirki mein mat jhankna .ek admi roz kaam py jaaty huy parh k chala jata lekin ek din us ny khirki mein jhankny ka socha jab jhanka tow dekha.
.
.
.
.
andar likha hua tha "aakhir jhaank hi liya na idiot"
by sarmad abbas (few years ago!)
Banta to Santa: Tumhaare income ka source kya
hai
Santa: Maine apne upper ka portion kisi ko rahane
kiraye par diya hai
Banta:kamaal hai wo pure din tumaher upper kaise
rahata hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar (Apne Bete Se Bola):
Bevakuf…
Kaisa Machis Leke Aaya Hai
Ek Bhi Tili Nahin Jalti
Beta :
Kya Baat Karte Ho Papa
Sab Tili Test Karke Laya Hu
by Pak101.com (few years ago!)
1 Fauji dosre se:
Yaar General kehta hai k is baar jung computer se larri jaye gi…
2nd Fauji:Haan, Mizail computer se control hote hain naa..
1st:Phir to hum jung haar jaen ge,2nd:Woh kese.?
1st:Agar mizael chorrne se pehle light chali gai to.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
kya Baat hai, Jab Dekho tab Pregnant Hi Rahate
Ho Yaar, Jab Bhi Message karta Hu,
Tumhare Delivery Report Aa Jati Hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Up coming movies
1. Jab we chat
2. Namastey Facebook
3. Hum aapke hai mutual friend
4. 7 gaali maaf
5. Hum like kar chuke sanam
6. Kabhi relationship kabhi single
7. meine poke q kiya
8. mere brother ki profile..
dekna math bhulna
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: waiter, ek coffee laana. kitna hai? Waiter: 50 Rs.
Santa: saamnewaali dukhaan main to 50 ps hai
Waiter: woh xerox dukhaan hai sir
by Pak101.com (few years ago!)
Larki ko line or kutti ko pathar soch
samajh ke maro
peeche bhi padh sakty hain Aapka Shubh Chintak:p=)) =))
by khalid hussain (few years ago!)
Pathan Road Se Jaati Hui Larki Ko Ghoor K Dekh Raha Tha.
Larki Ne Usay Lanat Di...
Pathan Apne Dost Se Bola:
Pooch Rahi Hai, Kisne Kaha Tha Pepse Per Rs.5 Kam Kardo.
by Abdul Hannan (few years ago!)