Tumhare Abbu ka
Teacher: Tumhare Abbu ka kya naam hai?
Pathan: Google Khan
Teacher: yeh kaisa naam hua?
Pathan: hum jahan b hota hai, wo humko dhoond hi leta hai
by Mohammad Ali (few years ago!) / 2370 views
Similar Jokes
Master : kanjus kise kahte hai
Student : jo 100 sms send karne par b reply nahi krte
master : very good ek example batao
student : aapki beti.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Sardar Sheeshay K Saamne Beth Kr Study Krta Tha
Why? Coz Of 3 Reasons:
Dobara Revision Na Krni Pare
Apne Uper Nazar Rahe
& He Likes Combine Study!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Sabse maasum dhamki : Jab chor chori
karke ghar se bhaag raha tha,
tab bachcha jaag gaya aur bola,
“Mera school bag bhi le ja KAMINE warna” mummy ko jaga dunga.”
by Pak101.com (few years ago!)
cycle wale ne 1 Aadmi ko takkar mar di.
Aur bola-Aap bahut lucky ho
Aadmi- kaise
Cycle wala- Aaj meri chutti hai
NAHI TO MAI TRUCK CHALATA HU
by Pak101.com (few years ago!)
Me :g bhar k mujhe rone do bhai.:
bhai :kiun kia howa?
Me:aik larki ka number tha molvi ki baton me aa k wo bi delete kar bitha.
by Sabir shah (few years ago!)
Ye baat sun kar Mere haathon se Gol Gappa hi
gir gya
.
.
.
... .
.
.
.
.
.
jab gol gappe wala bola
"Please give your feedback on Our Facebook
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu makes a call from Delhi 2 his wife
.
. . .
Servant picked up d phone.
Pappu : Memsab se baat karao !
Servant: Woh to sahab k sath kamre me so rahi hai.
...
...
Pappu : Par sahab to main hu.
servant: Ab main kya karu?
Pappu: Maar de dono ko, main hold karta hu..
After killing....
servant: Dead body ka kya karu ?
Pappu: Ghar k piche swimming pool mein phenk kr bhaag ja.
Servant: Par ghar k piche to swimming pool hai hi nahi.
.
Pappu: Oh sorry, wrong number..:-O:P :D
by Pak101.com (few years ago!)
wife: bas karo kitna karoge? raat se kar rahe ho.
thaky nahi abhi tak?
husband: raat se kar raha hoon to kiya hua
aaj to main pora din karonga.
SMS itne saste jo hogaye hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Ghar mai maira hukam mana jata hai. Mai kahta Garam pani le awo, tu usi Time le aty hain
.
Friend: Garam Pani kion?
Sardar: Garam Pani Se bartan achy dulthay hain
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Captain: Nau jawano aage bado
Santa age nai bada
Captain:Tum age kyu nai bade?
Santa:Apne kaha 9 jawanon aage bado,Me 10 ve number pe
by Pak101.com (few years ago!)