Student
Parhayi 2 tara se ho sakti hai
1- Shoq Se
2- Dar Se
Par shoq tu hamain hai nahi
Owr Dar hamain kesi ke baap se bhi nahi
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 951 views
Similar Jokes
1 Elaan ho raha tha - "Ek Baccha mila hai, Jin ka hai aa kar le jaye."
Santa aya aur kehne laga - "Mujhe bhi dikhao JIN ka bacha kaisa hota hai....
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: What did you do before you got married to Jeeto bhabi.
Santa: Anything I wanted to do.
by Pak101.com (few years ago!)
Hindi Man: Mein Three Idiots panch bar dekh chuka hun.
Funny Punjabi: Oye: Meine to bas ek bar hi dekhi hai. Pehli bar hi samaj aa gayi.
by Pak101.com (few years ago!)
1 larki class me gana ga rahi thi
"ZARA ZARA TOUCH ME touch me.."
.
Ek larka utha owr larki ko cho kar bola
"Hemmat hai tu agay ga kar dikhawo"
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 shadi main Dulha ki pehli mangaitar bhi sajh dhaj k i.
Kisi ny pocha k kiya ap Dulhan hain ?
Us ny kaha "G Nahi Main Semi Final main haar gai Thi.
Final dekhnay aai hun
by Pak101.com (few years ago!)
Premika:Kya Baat Hai?Bahut Udas Lag Rahe Ho?
Premi:Maine Abhi Bhaut Hi Karunamay Book Padhi He
Prmk:Kaunsi Book?
Premi:Bank Ki Pass Book.
by Pak101.com (few years ago!)
An Invitiation
Dad! I got married Yesterday Evening. I forgot to inform you.
Daddy: Its ok my child.
But Next time You should invite me.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa nurse se bola: aapne mera dil churaa liyaa hai.
Nurse: hmmm... maine dil churaane se pehle doctor ne aapka kidney churaa liyaa hai
by Pak101.com (few years ago!)
Son: Dad apko pata chaly ke mai 1st division pass howa hon tu apko kesa lagy ga?
Dad: Tu mai khushi se pagal hojawonga
Son: Bus esi dar se mai FAIL hogia
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar park me baitha tha.
Friend:Kya kar raha hy?
Sardar: Badla le Raha hon!
Friend: Kese?
Sardar:Waqt Ne muje barbad kia hy ab ma waqt barbad kar raha hon.
by Pak101.com (few years ago!)