Jija: saali se, ap ke yahan ki sab se
Jija: saali se, ap ke yahan ki sab se famous cheez
kaunsi he?
Saali: jija ji, jo famous thi, use to ap legaye.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 834 views
Similar Jokes
Pathan ki girlfriend ne Pathan se pucha: Jab hamara mangni ho to tum humain ring de ga na?
Pathan: Wai Qurban, zaroor dega batao ring PTCL pe de ya MOBILE pe?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Wife:Samne wale ghar me Miya Biwi k bich kuch fight chal rhi he. Aap 1bar jaiye na
Husbnd:Me 1 do bar gya tha.Shayad ye usi ka natija hai! ;)
by Pak101.com (few years ago!)
Son: Mom, when I was on the bus with Dad this morning,he told me to give up my seat to a lady.
Mom: Well, you have done the right thing.
Son: But mum, I was sitting on daddy's lap.
by Pak101.com (few years ago!)
Khaufnak andheri raat me 12 baje 1 bhoot 2nd
bhoot ko samja raha tha ghabra mat. Ye sab tere
dimag ka vahem h
koi Rajnikant- vajnikant nai hota
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sante Ne 1 Makkhi Pakdi Or Pankh TodKar Bola: Ud Ja! Makkhi Nahi Udi!
Santa- Isse PROVE Hua Ki Makkhi K Pankh Tod Do To Wo Behri Ho Jati Hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Exam Hall Mein Betha Thha.
Paper Bahot Tuff Thha Aur Examiner Bahut Stick Thha Cheating Nahi Karne De Raha Thha,
Santa Ne Examiner Ko Pass Bulaya Aur Uske Kaan Mein Kuch Kaha, Examiner Chup Chap Ja Kar Chair Pe Beth Gaya Aur Vahi Betha Raha.
Sabne Khull Ke Cheating Ki.
Exam Khatam Hone Per Sab Logo Ne Bahar Aaker Santa Ko Hatho Pe Utha Liya Aur Puchha.
Students: “Santa Tune Examiner Ko Aisa Kya Bola Ke Wo Chair Se Uthe Hi Nahi?”
Santa Sharmate Hue: “Mene Bola Thha, Sir Pichhe Se Aap Ki Pent Fati Hai
by Pak101.com (few years ago!)
PRINCIPAL :Agar koi ladka girls hostel mein gaya
toh first time 100 Rs fine, 2nd time 200 Rs. Fine
and 3rd time 500.
MUNNA BHAI :Boley to Monthly paas ka kya lega
Mamu.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Nark me kuch log party mana rahe the
BHAGWAAN : Ye log nark me bhi party mana rahe hain...
YAMRAAJ: .. <>BATHINDA<> wale hain..kahi bhi Enjoy kar lete hain
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Sharabi Raat Ko 12:30 Baje Sadak Par Akela Ja Raha Tha,
Usko Ek Police Wale Ne Rok Liya Aur Pucha.
Police: “Kaha Ja Rahe Ho?”
Sharabi: “Daaru Peene Se Hone Wale Nuksaan Pe Parvachan Sunne.”
Police: “Itni Raat Ko Tera Baap Parvachan Dega?”
Sharabi: “Nahi Sahab Biwi Degi
by Pak101.com (few years ago!)
Techer:bacho tm bare ho kar kia bano ge
Pathan utha aur bola baba banun ga
by Sabir shah (few years ago!)