Gadhay Ko Bhi Bap Banana
Sardar: Yar Museebat Ke Waqt Gadhay Ko Bhi Bap Banana Parta Hai
.
.
.
.
.
.
.
.
PATHAN Bari Himmat Hai Jo Teri Ammi Maan Jati Hai.!
by Mazhar Khan (few years ago!) / 889 views
Similar Jokes
16. Santa n Banta were watching a cricket match.
When Dhoni hits a boundary.
Banta: Kya Goal mara.
Santa: Raha Na bewakoof ka bewakoof, Goal is mein nahin cricket mein hota hai
by Pak101.com (few years ago!)
Son :
Papa Kya Aap Kabhi Egypt Gaye Ho?
Papa :Nahi, Par Kyu?
Son : To Fir Aap Itni Khofnak Mummy Kaha Se Laye ?
by Mohammad Ali (few years ago!)
Girlfriend ke aansu aur boyfriend ke aansu me kya fark hai?
GF ke aansu farmaish puri karwane ke liye nikalte hain,
Jabki boyfriend ke aansu unhe pura karte karte nikalte hain!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Son- Papa sab log shaadi karke pareshan hi hote hain to shaadi kyon karte hain.
Papa- Beta akal badam khane se nahi thokar khane se aati hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Phatan Gehri Soch Mai
Wife: Kia Soch Rahe Ho?
Phatan: Ye Geo News Walon Ko Kese Pata Chalta He?
Wife: Kia?
Phatan: Yehi K
“Ap Dekh Rahe Hen
Geo News”…
by Pak101.com (few years ago!)
Husband & wife are like liver and kidney.
Husband is liver & wife kidney. If liver fails, kidney fails.
If kidney fails, liver manages with other kidney
by Pak101.com (few years ago!)
Ek ladki match dekhne gayi,
lips par india ke tirange ka rang laga tha,
ek ladka aaya kiss kar gaya or bola
I LOVE MY INDIA :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ak Pathan Ke Sar Pe Chot Lag Gai,
Nurse: Is Mein 7 Tanke Lagen Gy,
Pathan: Kitna Paisa lo Gi…?
Nurse: 2000 Rup
Pathan: Baji Sirf Tanka Lagwana Hy Karhai Ni Karwana….
by Mazhar Khan (few years ago!)
Hsbnd: (in romantic mood):Tum meri zindgi ho....
Wife: aur kaho achcha lag raha hai....
Hsbnd: aur LANAT hai aisi zindagi pe...
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan na apna bacha ka naam america rakh lea . Logo na pocha aap ka dushman ha america aap na apne bache ka naam america rakh lea .
Pathan : na kaha hum dunya ko batana chahta ha ka pathan america ka baap ha . Aur Aes tarah jang shoro ho ge
.America : Hum Chand per jakr jahaz banyge .
Pathan : hum soraj pr ja kr naswar banayga . America : Tum jal jaega. Pathan : Hum Pagal nhe hum raat ko jayga.
by hearthackervsgirls (few years ago!)