Dil Cheer Ke Dikhaun
Dil Cheer Ke Dikhaun, To Dard Dhondh Na Paaogay,
Dil Cheer Ke Dikhaun,
To Dard Dhoondh Na Paogay..
Kiyunke Dard To Mere Daant Me Hai.
by Mazhar Khan (few years ago!) / 979 views
Similar Jokes
KAL KI ROTI
Ek fakir pathan k pas aya.
.
.
Pathan: kal ki roti kha lo ge?
.
.
Fakir: ji kha lon ga.
.
.
Pathan: Thk hy. Tu phr kal time se a jana....:-
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek aadmi ko raaste mai patthar
mila..
Us par likha tha "isse palat do,
kuch ban jaoge
.
.
.
.
"Jaise hi usne palta dusri taraf
likha tha...
.
.
.
.
.
'Mubarak ho tum Bewkuf Ban
Gaye..
by Asim Raza (few years ago!)
Socho agar doctor film banate to title kya hota?
1. Kabhi khansi kabhi jukam
2. Kaho naa bukhar hai
3. TB no 1
4. Kal patient ho na ho
5. Hum blood de chuke sanam
by Pak101.com (few years ago!)
1 larki raste pe setian bajati ja rahi thi
old man:beta kia waja hai aj itni khush kiun ho?
Larki:kaminu k exams ho rahe hain raste khali hain na.
by Sabir shah (few years ago!)
Exam hall mein Student copy pe apna
Panja bana ra tha.
Duty per teacher bola paper mein to hand ki diagram ka Question nai
Student:
Mein paper banane wale per lanat bhej raha hun
by Numan Malik (few years ago!)
Larka larki se :ap ki khobsurti ka kia raz hai?
Larki:lux
larka:ajeeb itafaq hai meri kamzori ka bi yahi raz hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Admi: Apko garmi lagti hai tu kia kartay ho??
Sardar: AC ke qareeb baith jata hon
Admi: Phir bhi garmi lagy tu kia karty ho?
Sardar: Phir AC ko ON kar laita hon
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
sardarni: janu Mere Pait Me Bohat Gas Hai,
Sardar: O Shukr Kar Gas Hai,
Petrol Honda Te America Ne Qabza Kar Lena C.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Admi Ka Tota(Parrot)
Daily 1 Shaks Ko
“Oye Baghairt”
Kaha Karta Tha
Us Shaks Ne Admi Se Shikayat Ki
Admi Ne Tote Ko Danta
Agle Din Jab Wo Shakhs Qareb Se Guzra To Tota Kuch Na Bola
Thora Aage Ja Ke Us Shakhs Ne Peeche Mur Ke Dekha To Tota Hjanste Howe
Bola Samajh To Gaya Hoga Tu
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan na apna bacha ka naam america rakh lea . Logo na pocha aap ka dushman ha america aap na apne bache ka naam america rakh lea . Pathan : na kaha hum dunya ko batana chahta ha ka pathan america ka baap ha .
Aur Aes tarah jang shoro ho ge.
America : Hum Chand per jakr jahaz banyge . Pathan : hum soraj pr ja kr naswar banayga . America : Tum jal jaega. Pathan : Hum Pagal nhe hum raat ko jayga.
HAHAHAHAHAHAH.
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)