Behtreen T0tka
Behtreen T0tka
Agar ApKo
Rona
Araha Ho
To Aap
.
.
Aaina
Dekh Lain..
.
.
AapKi Hansi
Chhoot Jaegi
(",")Mazaq k
< )( > ilawa
by Mazhar Khan (few years ago!) / 931 views
Similar Jokes
Santa zoo ka watchman tha. Zoo officer – Tumne
sher ka pinjra
lock nahi kiya?
Santa : Ki lod hai,
ennu kanjar nu kinne chori karna..?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bahut der k baad train chali.Muslim bola_ya Ali ! Hindu bola_ jai bajrang bali.Ek sardar bola_kya Ali,Kya
Bali?Ullu k pattho, Train to baju wali Chali
by Pak101.com (few years ago!)
Khusra Maths K Paper Main Dance Kar Raha Tha
Kisi Ne Pucha
Yeh Kya Kar Rahy Ho.
Khusra:
Mere Dost Ne Kaha Tha maths mai Her STep K Number HoTy Hain.
by Pak101.com (few years ago!)
sTUPID: tujhe bus main thpar kiun para
2ND STUPID:pata nai yar, meri photo aik
larki ki paon mai gir gai, main ne kaha k behan g zara sari upar kar photo leni hai"
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Boy Walks In To Class Room:
.
.
Teacher: Why Are You Late?
.
….
Boy: I Saw A Sign On The Way To School.
.
.
Teacher: What Did The Sign Say?
.
.
Boy: School Ahead Slow Down :P
by nadeem (few years ago!)
Santa nashe me 1 Sadhu se takra gaya.
Sadhu: Arey murkh mai tumhe sharap deta hu,
Santa- Toda rukiye Maharaj main gilas le kar aata
hu.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pappu Ke Hath Mein iPhone Dekh Ke Uski Girlfriend Ne Puchha
Ladki: “Aap Ka Mobile Bohat Acha Hai Kitne Ka Liya?”
Pappu: ���Race Mein Jeeta Hai”
Ladki: “Wowww Race Mein, Kitne Log Thhe?”
Pappu: “Teen Police Wale, Ek Mobile Shop Wala Or Main“
by Pak101.com (few years ago!)
Wo Koun Si Situation Hai, Jisme Mard 10 Minutes Mein Thak Jata Hai
Aur Aurat Ganto Karne Ke Baad Bhi Nahi Thakti
Socho ? Shopping YAR
by Pak101.com (few years ago!)
1 Larka Doosre Larke Se:
Yaar Tumne Kabhi Koi Larki Phansai hai?
Doosra: Yaar Larki To Maine Phansa li thi.
Par Tum Logon ne ye Mohalla hi Chor Diya
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar was standing in door with a Gun in hand
Bewi: Yahan kion khary ho
Sardar: Shair ky shikar par ja raha hon
Bewi: tu jawon na
Sardar: Kaisay jawon bahir kutta baitha hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)