Pathan Apni Sali Se
Pathan ne apni shadi main Rukhsati k waqt
~
Roti hoi saali ko chup karwaty howy kaha
~
"o yaara rota kiyun ae,
Jaisa tumhara behan waisa hamara behan. :-)
by Pak101.com (few years ago!) / 829 views
Similar Jokes
Man - Shirt ke liye koi badiya kapda dikhao.
Shopkeeper - Plain main dikha doo.
Man - Abbe hawai jahaj mai jane ki kya jaruurat hai?
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: bhaisaab, yahaa se mumbai kitna door hai?
Vyakti: 400 km.
Santa: baap re, mujhe aaj hi vaapas lautnaa hai.
mumbai se yahaa tak kitnaa door hai?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Chandi ka ghora sone ki lagam
msg parhne walo ko mera salam
Tea pepsi pine walo kbhi pani b piya kro
fokat k msg parhne walo kbhi msg b kiya kro
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ali ke 4 baache hue, naam rakhe Yusuf Ali,
Altaf Ali, Irfan Ali, Asif Ali,
Fir 5va or 6va bacha hua to Ali ke begum ne naam rakhe – Bas-Kar Ali, Raham-Ali
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ke 10 bachon mai 1 alag dikhta tha
.
Jab Us ki Bewi marny wali thi tu sardar ne Pocha: Ab tu bata do Yai kis ka hai?
.
Bewi: Sirf Yahi apka hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 ladka - "Mere Papa itne lambe hai ki khade khade chalte FAN ko rok dete hai."
2 ladka - "Mere papa bhi lambe hai, lekin aisi chutia harkate nhi karte."
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Raat ko aap peeke gutter mein gir gaye thay.
Husband: Kya bataoon, sab galat sangati ka asar hai, hum 4 dost… 1 bottle, aur woh teeno kambhakt peeten nahin.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pathan Angoor Bech Raha Tha, Magar Keh Raha Tha Aaloo Le Lo Aaloo.
Ek Admi Ne Kaha: “Khan Saab Ye To Angoor Hai?”
Pathan Gusse Se: “Chup Ho Ja Bevkoof, Warna Makhiyaan Aa Jayengi.“
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: tumhaara homework kyu tumhaare pitaa ke handwriting main hai?
Student: maine unka pen use kiyaa thaa sir
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:Tune apni B.V ko diamond ring kyo di? Vo car chahti thi.
Banta: Par me nakli car kahan se lau?
by Pak101.com (few years ago!)