Qayamat Ki 10 Nishaniyan
1. Zardari imaandari krega
2. Altaf Karachi aiga
3. Musharraf pe muqadma chalega
4. Shireen Rehman perda kregi
5. Chodhry Shujaat ko bolna aiga
6. Sheikh Rasheed ki shaadi ho jaigi
7. Bilawal ko Pakistani siyasat aa jaigi
8. Pooreh mulk main Eid aik hi din main manai jaigi
9. Nawaz Shareef sach bolney lagega
10. Moulana Fazal-Ur-Rehman briefcase nahi lega..
by Mazhar Khan (few years ago!) / 956 views
Similar Jokes
Mumy ye schol kya hota H
Beta ye wo jagah he
jaha parent ko luta aur bacho ko pita jata he
by Pak101.com (few years ago!)
Ek pathan apni bhabi ko khob mar raha tha!
Logon ne pucha k tum apni bhabi ko kyun mar rhe ho?
Pathan: Hamara bhabi achi aurat nahi hai.
Logon ne pucha tumhain kaise pata.
Pathan Bola:
O Yara mein jis dost se bi puchta hun k tum kis se phone pe baat ker rahe ho ,Woh yehe kehta hai
TERI BHABI SE !!
by Mohammad Ali (few years ago!)
GOLU ne naya Saloon khola.
1 Aadmi Shave karane aaya.
GOLU-Muchhe rakhni hai?
Man-Ha.
GOLU Muchchhe kaat ke-Lo ji rakh lo jaha rakhni hai
by Pak101.com (few years ago!)
Jaani Jaani Ji Abba,
Shakkar khare potte…nai bawa,
Jhoot bolra re,
Muh khol re haramzadi…ha haa haaa
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sardar 4 metar lamby pipe se hukka pi raha tha.
Dost:itne lambe pipe se kiun pi rahe hu?
sardar:dockter ne kaha hai tambaku se door raho.
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan Larki Se: I Love You.
Larki: Tameez Se Baat Karo.
Pathan: “Assalam-o-Alaikum”
I Love You.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
One day one boy and girl came late to school.
Teacher Asked Girl why were they late,
Girl: Sir i lost my 1 rupee coin on the way while i was coming to school, i searched for that for that i got late.
Teacher asked the boy why were u late,
Boy replied:i was standing on that coin to hide.
by Pak101.com (few years ago!)
pappa: mummy kyu chup baithi hai?
santa: kuch nahi, mummy ne lipstick maangi thi, lekin maine fevistick de diya
by Pak101.com (few years ago!)
Judge Mujrim Se: Tumhari Pehli Patni ki Maut Car Accident Main Hui,Jabki Doosri Ki Zeher Khakar Aisa Kyun??
Mujrim Judge Se: Doosri Patni Car Chalana Nahi Jaanti Thi
by Pak101.com (few years ago!)
Agr Fursxxaat Ke Lamhoo Mein
Mujhaay Yaaad Kartaay HoToh
Mujhaay Yaad Maat Karnaah
Mai Tanhaa Zaroor Hu Magaar Fizzzul Nahi.
by Mazhar Khan (few years ago!)