Wapas na karne aya ho.
Banta:truch dekh kar tm kiun kanpte ho.
Santa :aik truck driver meri bv le gaya tha me sochta hun kahen wapas karne na aa raha ho.
by Sabir shah (few years ago!) / 944 views
Similar Jokes
A fact which all ageers..
Kya Apko Pata He Swatantrata Divas Kab Aata He?
.
.
.
Jab Gharwali Maayke jati hai
by Pak101.com (few years ago!)
Munna bhai:apun ko kaisy pata chalay ga k ye bakra hai ya bakri?
circuit:simple bhai ,pathar mar kar dekho,
ager bhaga to bakra
aur ager bhagi to bakri
by Abdul Sami (few years ago!)
Shyam: Surjit bhai apne ghar ke bahar kyun khade
ho aur yeh chot kaise lagi?
Surjit: hua yun ki…
Shyam: Kitni bar kaha hai ki logo se jhagda mat
kiya ker, kambhakat ne maar kar tera bura haal
kar diya hai, bura ho uska, kide pade use
Surjit: bas bas mein apni patni ke bare mein aur
galat batein nahi sun sakta.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Do bachche aapas main baat kar rahe the.
Pahle bachcha:-pata hai,mere papa kal nai mummy
laye hain ,wo bahot achchi hai.
Doosra bachcha:- pata hai pata hai, pichle saal who
meri mummy reh chuki hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife:
Apko Meri Khubsurti Ziyada Achi Lagti Hy Ya
Aqalmandi?
Sardar:
“Mhjy To Tumhari Ye Mazaq Karne Ki Adat Bohat
Achi Lagti he,,,
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Aadmi Mandir Mein Bhagwan Ke Samne Jakar Bola.
Tune Bachpana Diya Cheen Liya,
Jawani Di Cheen Li,
Paisa Diya Wapas Le Liya,
Ab Ye Biwi Di Hai
.
.
.
To De Kar Bhool Gaya Kya…
by Pak101.com (few years ago!)
An old man married a young Girl, Someone asks the GiRL: Aap ne in mein Shadi ke liye kiya daikha?
Girl: Aik to inki INCOME or dosray in ke Din kam.
by tanveer hussain (few years ago!)
life me kabhi serious na hona
tention na lena
always find time 2 laugh
varna log kahenge ghor kalyug aya he aj kal CARTOON b nahi haste
by Pak101.com (few years ago!)
Eik sardar ja rha tha raste mein 1board nazar aaya
likha tha 'PARHNE WALA GADHA' sardar ko ghussa
charha Mita ke likh dia' LIKHNE WALA GADHA'
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Bacho batao k billi 1 sath itnay
saray bachay kaisay paida karti hay?
Kid: Miss agar aap road pay billi ki
tarah ghoomo to aap ko pata chal jayega…
by Tanveer Hussain (few years ago!)