Police Wala Thanay main
Police Wala Thanay main ek Mulzim ko bht maar raha tha..
Aur us par bht saare ILZAAM lag raha tha..
Isi dauraan usko phone aaya ke us ke ghar me BETA paida hoa hai..
FoneSun ker us ne doosron ko batya , ye sun kar Mulzim ghussay se Cheekha..
“DAAL de .. ye CASE bhi mere uppar daal de” :P
by Mazhar Khan (few years ago!) / 792 views
Similar Jokes
Koi…
Galti
Ghhustakhi
Wagaira
Ho
Gai
Ho
Tou
Is
Akhri
Mahenay
Me
;
;
;
;
Mujh
se
Mafi maang lo
Q
k
;
Me aaj achay mood mai hoon
by Mazhar Khan (few years ago!)
Agar Kuttey Aur Sardar Mein
English Speaking Ka Muqabla Ho To Kaun Jeetey Gha?
Jeetey Jo Marzi
Laikin Yeh Baat To Teh Hai
K Muqabla Mumkin Hai
by Pak101.com (few years ago!)
aik police walay ka beta exam main fial ho gaya to us nay us ko bula kay dantant shuru kar diya
uska beta bola: yeh lo 50 ropay aur mamala yaheen rafa dafah karo
by Abdul Sami (few years ago!)
Santa Angoor bech rha tha Magar Keh rha tha
"Aalu Le Lo Aalu"
BANTA: Ye to Angoor he
Santa: Chup ho ja Warna Makkhiya Sun legi
by Pak101.com (few years ago!)
Patni:Humare naukar ne chandi ka chamcha churaya
Pati:Kaunsa?
Patni:Jo humne parso hotel se churaya tha
by Pak101.com (few years ago!)
Arz kiya hai:
Bahaar aane se pehle fiza aa gayi,
ki bahaar aane se pehle fize aa gayi,
Aur phool khilne se pehle.....
.... bakri kha gayi
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Sardar Sheeshay K Saamne Beth Kr Study Krta Tha
Why? Coz Of 3 Reasons:
Dobara Revision Na Krni Pare
Apne Uper Nazar Rahe
& He Likes Combine Study!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:Meri Premika Ki Mang Itani Badi Thi Ki Mujhe Usase Rishta Todna Pada.
Banta: Uski Mang Kya Thi
Santa: Shadi ki.
by Pak101.com (few years ago!)
he said to me:'I LOVE YOU':)
i said....
oh my GOD!!!! what a co-incodence!:O
i love my self too.... :p
by Abdul Sami (few years ago!)
Le wapda: yeh bass last month hai loadshedding ka
Le awam: wow great! yani us k baad bijli ni jaye gee?
Le wapda: ni, phirr bijli khatam ho jaye ge
le awam
by hearthackervsgirls (few years ago!)