Sardar
Ek dafa sardar ne bank se lon lekar car khrid lya but bank ka lon wapas na kar saka.
magar Bank walo ne car wapas lalya.
Sardar:agar pata huta to shadi be bank ke lon se karta.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 982 views
Similar Jokes
Ek Sardar ne ek bachy se pucha k tum ko A,B,C Aaty hai to bachy ne keha k mujy 9 tak aty hia..
Sardar ne bachy se keha k oyee Ullu k pathy 9 A,b,c main nahe aata. yeh to Alif,, Be,,Main ata hai:
by Mohammad Ali (few years ago!)
Sardar:dr sahab ap bagir dard k dant nikal sakte hu.
Dr:nai
sardar :me nikal sakta hun
dr:kaise
sardar:hahahahaha
by Sabir shah (few years ago!)
Doctor:Bache Ko Paani Dene Se Pehle Ubaal Dena
Chahiye,
Sardar:Woh To Thek Hai Par Ubaalne Se Bacha Mar
To Nhi Jaayega….
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Agar App Pareshan Hai?
Nind Nahi Aati?
Sukoon Nahi Hai?
Kisi Kaam Mein Dil Bhi Nahi Lagta?
Hamesha Bechaini Si Rahti Ho,
To Aap Ki Zindagi Mein,
Vitamin “She” Ki Kami Hai Is Liye “She” Ka Intezam Karo.
by Pak101.com (few years ago!)
Aisi-ki- taisi kab hoti hai?
Kab lagta hai ki ab to bhagwan bhi nai bacha sakta
.
.
.
Ans:-jab DAST lage our pajame ka naada na khule
by Pak101.com (few years ago!)
At a local coffee bar, a young woman was expounding on her idea of the perfect mate to some of her friends.
"The man I marry must be a shining light amongst company. He must be musical. Tell jokes. Sing. Entertain. And stay home at night!"
A lady at a nearby table overheard this and spoke up, "Girl, if that's all you want, get a TV!"
by Pak101.com (few years ago!)
Ques: Agar dunia mai bejli nahi hoti tu TV kesay daikhty?
.
Pathan: Mom-batti jala ke !
by Mohammad Ali (few years ago!)
?2 sardar or unki 1 sister jungle se ja rhe the Itne
me daku ka kafila aya aur unki behen ko utha k le
gya
Sardr-Aj didi na hoti to hamare sare paise lut jate.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Kamwali: Malkin, apki purani sareeya mujhe nhi chahiye..
Malkin: Kyu?
Kamwali: Apki saree pahen-ne k baad saheb "ap" samajh kr mere paas bhi nhi ate!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ustaad shagird se: Baal baal qarze mein jakre hona ka jumla banao. Shagird: Us ka baal baal qarz mein jakra howa thaa lahaza us ne baal katwa diye aur aab woah ganja phirta hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)