Mene Usay Phone
Mene Usay Phone
Kiya Wo So, Rhi Thi
Phir Usne Mujhe Phone Kiya,
Main So, Raha Tha:)
#Moral:- Jaisi Karni, Vaisi Bharni...
by Pak101.com (few years ago!) / 2608 views
Similar Jokes
Rabri: Raat ko aap peeke gutter mein gir gaye the.
Funny Laloo: Kya bataoon, sub galat sangati ka asar hai, hum 4 dost... 1 bottle, aur woh teeno kambhakt peeten nahin.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher asked to a student,”Rony if 2 & 2 makes four how is 4 & 4 ?”
Student replied, “This is not fair teacher, you always do the easy ones and leave the hard ones for me.”
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sardar train ki patti pay leta hoa tha. Ek banday ne pocha: ye kiya kar rahe ho. Train aye to mar jao gay.
Sardar ne jawab diya: mere uper say hawaye jahaz chala gya to train kiya cheez hai :)
by Pak101.com (few years ago!)
Us Ne Poocha
Merey Baghair
G Lo Gy Keya:
“Meney kaha”
Aaho,,
(-_-)
< )-(>
_/ /_
Eddi tu oxygen..:p:
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 ladka ladki ka picha kr raha tha
girl-Tumhe pata hai piche meri maa aa rahi hai
Boy-hum to khandani aashik hai teri maa kay piche mera baap bhi aa raha hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Kanwaari Larki, Pehli Baar Ek Larkay Se Akele Main Mili....
.
.
.
.
.
.
.
Baqiya Hissa Ramzan k Baad. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Ek din Hanuman ji patang uda rhe the. Upar se Yamraj ne patang ki kanni kaat di. Hanuman ji Bole- Mangal Bhavan Amangal Haari, Neeche aao tohe patak k mari.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa : Cheel ko English main Kya Kehte Hain.
Banta : Eagle
Santa : Agar cheel bimar ho jaye to? Banta : Illeagal...
by Pak101.com (few years ago!)
Zindagi mai kuch sapny saja lena,
Dil mai kuch arman jaga lena,
Hum aap ki raahon se her dard chura lenge,
Jab chaho hum se Disprin
mangwa lena….
by Mazhar Khan (few years ago!)
Shadi ki raat Husband confuse hogia
Ke bewi se kia bolon!!
.
Akhir wo bola
.
Aap ke ghar walon ko maloom hai,
Ke ap yahan mairy sath ho??
by hearthackervsgirls (few years ago!)