Sardar Ko 5 Baje Phansi
Police: Tumhe Kal Subah 5 Baje Phansi Di Jayegi
Sardar: Ha Ha Ha!!
Police: Kyon Hans Rahe Ho?
Sardar: Main To Subah 8 Baje Uthta Hun!
by Pak101.com (few years ago!) / 872 views
Similar Jokes
Pagal Dentist Se:
Kia Dard K Baghair Daant Nikaal Letey Ho?
Dr: Nahi.
Pagal: Me To Nikal Leta Hun.
Dr: Wo Kese?
Pagal: Hee hee hee hee hee hee hee…..:-p
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pakistan ka matlab kia?
BOMB DHAMAKAY OR AGHWA!
yeh tera pakistan hai yeh mera pakistan hai
yeh os ka pakistan hai jo sardar-e-pakistan hai
log kehtay hein k pakistan Zinda Baad!
hum kehtay hai......
pakistan se Zinda Bhaag
by Abdul Sami (few years ago!)
Ma:beti shadi ke liye kon sa date fix kare?
Beti:22 Dec. Ma:Q?
Beti(sharmate huye):Suna
hai us din saal ki sabsi lambi raat hoti hai...
by Pak101.com (few years ago!)
TEACHER:Wo 3 Words Batao
Jo Sabse Jyada Bole Jate He?
STUDENT:Muje Nahi Pata.
TEACHER:Shabash Beta, Baith Jao.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Delhi se Meerut ja raha hota hai
Suddenly Santa bolta hai: Jaldi chalao, fast nahi to hame kachhe raste se jana parega
Driver: Kyon
Santa: are bewkoof padha nahi, Ye sarak to Haridwar jaane wali hai, pata nahi kabh chali jaye
by Pak101.com (few years ago!)
Faqeerni:a bhaiya 1 rupya dede 3 din se bhuki hun.
Santa:3 din se bhuki ho to aik rupee ka kia karen gi?
Faqeerni:wazan dekhun gi kitna kam huwa hai
by Sabir shah (few years ago!)
Santa Was Walking Thru D Forest He Saw Snake Hanging On D Tree.
Santa: Sirf Latak Ne Se Height
Nahi Badegi
,Mummy Ko Bolo Complann Pilaye..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ramu-Inn aalu k parantho mein aalu nazar nahin aa
rahe hai
Shyamu-Yaar naam par mat ja
Kashmiri pulav mei kabhi kashmir nazar aata hai
kya.?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Banta: Oye, tu to Doctor ke paas jaane waala tha, kya hua?
Santa: Yaar kal jaaonga, aaj thodi tabiyat kharab hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Sir: Ager tum 1jungle mein ho or wahan sheir aa
jaye to tum kya karo ge?
Boy: Main darakht per charhon ga
Sir: Ager wo sheir darkhat per b aa jaye to?
Boy: Main Pani mein kood jaun ga
Sir: Ager wo Pani mein b aa jaye to? . . .
Boy: Ustad G.. Sheir nal pen viyai hai jo odi side le
rae o…
by Tanveer Hussain (few years ago!)