Purani Baat
MUNNA BHAI: Mamu, apun bachpan mein dus maley ke building se gir gaya tha.
MAMU: Aarey, phir kya hua. Bach gaya ki tapak gaya?
MUNNA BHAI: Yaad nehin hai yaar. Bahut purane baat hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 894 views
Similar Jokes
Pati aur patni ghumne jaa rahe the.
Raaste me ek gadhe ko ghaas kata
dekh patni ne pati se
kaha – Oo G tumhara rishtedaar ghaas
kha raha hai, namaste karo.
Pati – Namaste Sasur Ji
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Rishta discussion now a days:
Larkay Walay: larki ne kya kiya hua hai??
Larki Walay: jee Masha Allah candy crush
kay 110th stage per hai :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
In a party a hand some boy asked a girl:are you going to dance?
She felt so happy and said:yes
boy:thats good,so i have your chair
by Sabir shah (few years ago!)
Santa: Mujhe Raat Bhar Neend Nahi I.
Banta: Q?
Santa: Q Ki Kal Raat Bhar Neend Mein Yahi Sapna Dekhta Raha Ki Main
Jaag Raha Hu
by Pak101.com (few years ago!)
kal main ne hawksbay per dekkha, 4 addmi ne eik
saat sumander main chalang lagaye magar sirf eik
ke baal gheley howe. ye kase mumkin hai
baqi 3 ganje they
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Usko paane ke liye mein bhagvaan se bhi lad leta!.
.
.
.
.
... .
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
par phir maine socha,
.
.
.
.
.
Exams ka time hai!
Bhagvaan se panga thik nahi!
by Pak101.com (few years ago!)
Angrejo Ka 1 Month Ka Festival Chal Raha Tha Jismein Wo Non-Veg Nahi Khate.
Unke Mohalle Mein Santa Rahta Tha Jo Daily Chicken Banakar Khata Tha.
Chiken Ki Khushboo Se Preshan Hokar Angrezo Ne Paadri Se Shikayat Ki.
Paadri Ne Santa Ko Bulaya Aur Samjhaya Ke Tum Christian Dharm Savikaar Kar Lo.
Santa Maan Gaya.
To Paadri Ne Santa Par Holy Water Chhidakte Hue Kaha: “You Born As A Sikh Now You Are A Christian”
Next Day Phir Santa Ke Ghar Se Chiken Ki Khushboo Aayi To Sab Angrej Uske Ghar Gaye To Dekha
Santa Chiken Par Holy Water Chhidak Raha Tha Aur Kah Raha Tha
Santa: “You Born As A Chicken But Now You Are Potato“
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Sardar ne ek bachy se pucha k tum ko A,B,C
Aaty hai to bachy ne keha k mujy 9 tak aty hia..
Sardar ne bachy se keha k oyee Ullu k pathy 9
A,b,c main nahe aata. yeh to Alif,, Be,,Main ata
hai:
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Why did the frog say meow?
Pupil: He was learning a foreign language.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bacha park mai betha ek ke baad ek toffee kha raha tha.
Paas betha 1 aadmi bola: Jo zada metha khata hai wo jaldi mar jata hai.
Bacha: Aap ko maloom hai mere dada ki umar 100 saal hai.
Admi: Wo metha kam khate hon ge?
Bacha: Nahi, wo apne kaam se kaam rakhte hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)