What Is One Billion?
According to a recent government publication ...
A billion seconds ago Harry Truman was president.
A billion minutes ago was just after the time of Christ.
A billion hours ago man had not yet walked on earth.
A billion dollars ago was late yesterday at the U.S. Treasury.
by Pak101.com (few years ago!) / 1050 views
Similar Jokes
Agr hota yaqeen tere milne ka khawb me ay dost…..
To ham soney se pehle aayat-ul-kursi parh lete.
by Abdul Hannan (few years ago!)
A Sardar ji was doing 'Study' in front of a Mirror
.
Why????
.
Because 3 reasons
1- Sath Sath Revision bhi ho jaye
2- Apny oper nazar rahy
3 - He likes combined study
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Agar molana hazrat film bana nai
lagai to film kai naam is tarah hongai ``islam aaya tum na aaye
kaho na ramzan hai
hum zakat de chuke sanam
kabhi rozai kabhi ramzan
hamari tasbi aap ke pass
molvi banaya aap ne
shaheed to hona hi tha
janam sajda karo
ye molvi aap ki naam'''
by Mazhar Khan (few years ago!)
Maalik:
Abi tk tujh se machar nhi maray?
Mere kano me gunguna rahy han.
Nokar:
Sahab mene Machar Maar dye hyn,
ye to unki Biwiya hn Jo Vidwa ho
k Ro rhi hein..!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: Oye Banta Machli Khayega?
Banta: Nahi Yaar Usme Kaante Hote Hain.
Santa: Oye Chadd Yaar, Chappal Pahen K Kha Lena.
by Pak101.com (few years ago!)
Lala Muftimal Apne Bachhon Ko Bola: “Jo Dinner Nahi Khayega Usko 10 Rupaye Milenge”
Bachhon Ne Socha Aur 10 Rupaye Leke Bhukhe So Gaye.
Agle Din Subah Muftimal
Bachhon Se Bola
Muftimal: “Breakfast Usko
Milega Jo 10 Rupaye Dega“
by Pak101.com (few years ago!)
1 ChuÑti Hathi K Upar Baith Kr Ja Rahi Thi.
Raste Me Kacha Pull Aa Jata Hy.
Usy Daikh k ChuÑti Boli
.
.
Janu! Cross Kr Lo Gy Ya Me UtruÑ. :-D ;-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Padri nay bachay say poocha. Betay daak khana kahan hai?
Bachay nay isharay say bata dia.
Padri buhat khoosh hua aur bola. Shabash betay! Kal tum girja ghar aana mein tumhein is kay silay mein jannat ka rastah bataon ga.
Bacha bola: Father! Jab app ko dak khanay ka rastah nahi maaloom to aap mujhay jannat ka rastah kia batayein gay.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Din Tarzen Janwaro Ko Unki Zaat Bata Raha Tah
Sher – Tajput
Cheeta – Butt
Ghora – Malik
Gadha – Pathan
Gadha Chilla K Bola
“Yaar Bahi May Gadha He Thek Hon”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pagal 1- mein is mental hospital mein
naya hu,
mujhe pagalok sardar se milna hai
Pagal 2- Ssshhhh....... Chup......!!
Awaz mat karo, Boss funny msg Padh raha hai.....
by khalid hussain (few years ago!)